Kabuliwala kabuliwala kabuliwala
Nanhi munni kyu kamlaya
Tera mukhda pyara
Nanhi munni kyu kumlaya
Tera mukhda pyara
Kya khoi hai gudiya teri
Ya phir kisi ne mara
Ruth gaya kya tera bandar
Tut gaya kya hathi
Ruth gaya kya tera bandar
Tut gaya kya hathi
Ya fir tujhse bichhad
Gaya tera koi sathi
Kabuliwala ha ha kya
Wo dadhi mucho wala
Abhi mila du tumko usse
Dekho khel nirala
Chalo badlo ke par
Jaha chanda ke dwar
Kabhi charkha chalaye budhi nani
Chalo badlo ke par
Jaha chanda ke dwar
Kabhi charkha chalaye budhi nani
Jane sab ka wo haal
Use sabka hi khyal
Badi sachi hai badi wo syani
Tara ram tara ram
Usse puchenge hum
Kaha khoya hai kabuliwala
Tara ram tara ram
Usse puchenge hum
Kaha khoya hai kabuliwala
Pal pal chhin chhin udta jaye
Samay hawa ke pankh lagaye
Pal pal chhin chhin udta jaye
Samay hawa ke pankh lagaye
Chanda jhume dharti ghume
Har dam chakar chalta jaye
Chanda jhume dharti ghume
Har dam chakar chalta jaye
Pal pal chhin chhin udta jaye
Samay hawa ke pankh lagaye
Budi nani badi sayani puchhu ek sawal
Kaha hai khoya kabuliwala
Kya hai uska haal batao na
Purab mein ek kaal kothri
Laga hai jis par tala
Berukhi mein pada hua hai
Tera raaz nirala kaise tute tala
Ek mantra hai nirala kya
Chini chini chit bak chini chini taak
Khool ja re taale jhat se patak
Kabuliwala aaya kabuliwala aaya
Kabuli banao zara
Kabuliwala aaya kabuliwala aaya
Kabuli banao zara kora badam laya
Kora badam laya ped se ytaar ke
Kabuliwala aaya kabuliwala aaya
Kabuli banao zara
Jholi mein meri ek jadu ki chhadi hai
Jholi mein teri jadu ki chhadi
Chal to bana de ham sabko pari
Kabuliwalw ham na jane
Teri jeb kya chhupati
Kabuliwalw ham na jane
Teri jeb kya chhupati
Jeb mein jadu ka diya uar bati
Jeb mein jadu ka diya uar bati
Jaadu dikha jaadu dikha
Abhi to bana de mote ko haathi
Ban jaa haahti.
Mohammed Rafi
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Hemanta Kumar Mukhopadhyay