Main abhi ghair hu
Mujhko abhi apna na kaho
Haye mar jayenge
Mit jayenge aisa na kaho
Main abhi ghair hu
Dil ki dhadkan ki tarah
Dil mein basi rahati ho
Khwab ban kar meri
Palko pe saji rahti ho
Khwab ban kar meri
Palko pe saji rahti ho
Kya kaho tumko agar
Jaane tamanna na kaho
Main abhi ghair hu
Mujhko abhi apna na kaho
Main abhi ghair hu
Yu na dekho ke
Meri sans ruki jati hai
Jo nazar uthati hai
Sharma ke jhuk jati hai
Jo nazar uthati hai
Sharma ke jhuk jati hai
Meri nazaro ko mere
Dil ka takaja na kaho
Haye mar jayenge
Mit jayenge aisa na kaho
Haye mar jayenge
Raaz kyu raaz rahe
Iski jarurat kya hai
Humse daman na chhudao
Yeh qayamat kya hai
Humse daman na chhudao
Yeh qayamat kya hai
Hum to kehte hai hume
Shauk se deewana kaho
Main abhi ghair hu.
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi