Kaha hai wo deewana
Mujhse jisne banaya nishana
Ho nishana
Kaha hai kaha hai
Kaha hai wo deewana
Mujhe jisne banaya nishana
Ho nishana
Mai usko na chodungi
Mai uska dil todungi
Dil ka rishta jodungi
Sun le aye jamana
Kaha hai wo deewana
Mujhse jisne banaya nishana
Ho nishana
Tu to ud jayega
Mere daman ki hawa se
Tu to ud jayega
Mere daman ki hawa se
Tujh pe chalau teer
Kya mai nigah se
Or koi mastana hai
Jo mera hai deewana
Waise to anjana hai
Par dost mera purana
Kaha hai wo deewana
Mujhse jisne banaya nishana
Ho nishana
Bato se bachega
Meri ghato se bachega
Bato se bachega
Meri ghato se bachega
Kab tak wo mastana
Mulakato se bachega
Chakri basane ka
Dil ka gulshan khilne ka
Ek na ek din milne
Ka ban jayega bahana
Kaha hai wo deewana
Mujhse jisne banaya nishana
Ho nishana
Kaha hai kaha hai.
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Gayatri Ganjawala, Shankar Mahadevan
Sushma Shrestha (Poornima), Udit Narayan
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik
Alka Yagnik, Udit Narayan
Sushma Shrestha (Poornima), Udit Narayan