Kya kya na sitam tujhpe huye
Mahlo ki rani
Kya kya na kya kya na
Sitam tujhpe huye
Mahlo ki rani
Kismat ne likhi
Aansuo se teri kahani
O mahlo ki rani
Kya kya na sitam tujhpe huye
Itni badi duniya
Me bhi na koi tera
Itni badi duniya
Me bhi na koi tera
Ya thokar kismat ki hai
Ya gham ka aandhera
Haye ya gham ka aandhera
Is duniya ab tere
Mithane ki hai thani
Kismat ne likhi
Aansuo se teri kahani
O mahlo ki rani
Kya kya na sitam tujhpe huye
Aansu tere hansti
Huyi kaliyo ko rula de
Aansu tere hansti
Huyi kaliyo ko rula de
Aahe teri aakash
Ke pardo ko hila de
Pardo ko hila de
Nadan tha vo jisne
Teri ek na mani
Kismat ne likhi
Aansuo se teri kahani
O mahlo ki rani
Kya kya na sitam tujhpe huye
Aankhe teri be nur huyi
Dil tera tuta
Aankhe teri be nur huyi
Dil tera tuta
Bhagwan ke hote
Huye sansar ne luta
Sansar ne luta
Duniya me kisi ne
Bhi teri kadar na jani
Kismat ne likhi
Aansuo se teri kahani
O mahlo ki rani
Kya kya na sitam tujhpe huye
Kismat ne likhi
Aansuo se teri kahani
O mahlo ki rani
Kya kya na sitam tujhpe huye.
Shamshad Begum
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle