Kahani Badi Suhani Hai - Sati Naag Kanya lyrics | Sati Naag Kanya - Kahani Badi Suhani Hai lyrics

Kahani Badi Suhani Hai is a hindi song from the 1956 movie Sati Naag Kanya. Kahani Badi Suhani Hai singer is Mohammed Rafi. Kahani Badi Suhani Hai composer is S. N. Tripathi and Kahani Badi Suhani Hai lyricist or song writer is Saraswati Kumar Deepak. Kahani Badi Suhani Hai music director is S. N. Tripathi. Kahani Badi Suhani Hai features Mahipal, Nirupa Roy, S N Tripathi, Samar Roy, Malaya, Sarkar. Kahani Badi Suhani Hai director is and the producer is . The audio of Kahani Badi Suhani Hai song was released on null by Saregama. Kahani Badi Suhani Hai YouTube video song can be watched above.


Kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai
Raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai
Kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai


Sone ke palna mein lalna jhulaye
Sone ke palna mein lalna jhulaye
Mayya sunaye re loriya
Naino ke tare ram lakhan ne
Pakdi hai resham ki doriya
Dev lok se phool baraste
Gunji mangal vani hai
Gunji mangal vani hai
Raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai
Kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai


In nanhe munne hatho me
Nanhe nanhe teer kaman
Sikh rahe veero ki vidya
Sikha rahe furu chatur sujan
In teero se aaj nahi to
Kal parithvi sukh pani hai
Janak puri me ho gaya lakshmi ka awtar
Hui jawan janki gunj uthi jaikar
Siya ki gunj uthi jaikar
Ye janak ki lali leke mala chali sathi pane
Raghu ke charno mein pooja sajane
Shiv ka dhanush todne wale ko
Mala pahnani hai
Maryada purushotam parbhu ki
Siya bani maharani hai
Siya bani maharani hai
Raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai
Kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai


Honhar ki lila chale na honhar ki lila
Kaha tilak ho saka ram ka
Mata ne war mange
Nagri me cha gayi udashi bhagya bhumi ke jage
Chale ram banwas chale ram banwas
Reet raghukul raksha ki thani hai
Raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai
Kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai


Jab sota sansar jagta
Jati kuti ke dhwar
Jagta jati kuti ke dhwar
Asli tapasya me lakshaman ne
Barah baras bitaye
Barahm charay wart ka palan karke
Man ke deep jalaye
Amar sadhna aisi jiska kahi na milta par
Jiska kahi na milta par
Bhawna bhari kahani hai sadhna bhari kahani hai
Raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai
Kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai


Maya ka marig panchwati me
Jabhi uchalta aaya
Kaha siya ne piya hiran ye sone ka man bhaya
Gaye kuti ko chhod ram ji gaye kuti ko chhod
Gaye kuti ko chhod siya ne tab ye suni duhai
He lakshman he siya
Lakshman ko sita ne bheja man hi man uklai
Besh badal kar rawan ne apni kholi failai
Biksham dehe biksham dehe
Biksham dehe dware alakh jagau
Bandhi hui biksha lene ko
Kaise bhitar aau mai dware alakh jagau
Parithwo ke palak ki patni
Chura chala abhimani hai
Phul patiya ped puchte
Kaha ram ki rani hai
Kaha ram ki rani hai
Kaha ram ki rani hai
Gagan gali me lali janak ki rat ti thi hairan
Rat ti thi hairan
Ram he ram ram he ram
Kaha ho mere swami ram
Kaha ho antaryami ram
Ram he ram.



Movie/album: Sati Naag Kanya
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Saraswati Kumar Deepak
Music Composer: S. N. Tripathi
Music Director: S. N. Tripathi
Music Label: Saregama
Starring: Mahipal, Nirupa Roy, S N Tripathi, Samar Roy, Malaya, Sarkar
Release on: null
1. Who is the music director of the song Kahani Badi Suhani Hai
Ans: Kahani Badi Suhani Hai song music director is S. N. Tripathi
2. Who is/are the singer/singers of the song Kahani Badi Suhani Hai
Ans: Kahani Badi Suhani Hai song singer is Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Kahani Badi Suhani Hai
Ans: Kahani Badi Suhani Hai song composer is S. N. Tripathi
4. Who is the Lyricist of the song Kahani Badi Suhani Hai
Ans: Kahani Badi Suhani Hai song lyricist is Saraswati Kumar Deepak
5. What is the movie of the song Kahani Badi Suhani Hai
Ans: Kahani Badi Suhani Hai song is from Sati Naag Kanya
6. Who wrote the song Kahani Badi Suhani Hai
Ans: Kahani Badi Suhani Hai song is written by Saraswati Kumar Deepak

Find other songs in - Sati Naag Kanya

1
Hari Om Tatsat

Chitragupta Shrivastava, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)