Kismat ka khel hai janabe aali
Kismat ka khel hai janabe aali
Kismat ka khel hai janabe aali
Aapke pas hiro ki khajani
Aur apni jeb khali jeb khali jeb khali
Nikle bazar se wo muskarate
Badke har chij pe boli lgate
Humne gardan jhuka li ha jhuka li
Lo jhuka li
Kismat ka khel hai janabe aali
Humko bhi dhondhti kismat
Hamare ghar pe aayi
Lekin hum soye the
Aaram se aundhe rajai
Lekin hum soye the
Aaram se aundhe rajai
Ho tab se ruthi huyi hai
Naz wali naz wali
Kismat ka khel hai janabe aali
Kismat ka khel hai janabe aali
Aapke pas hiro ki khajani
Aur apni jeb khali jeb khali jeb khali
Kismat ka khel hai janabe aali
Humko apni garibi ka
Zara bhi gam nahi hai
Zinda hai aapki duwa se
Ye kuchh kam nahi hai
Zinda hai aapki duwa se
Ye kuchh kam nahi hai
O mat puchho kis tarha
Ye jaa sambhali
Ye jaa sambhali
Kismat ka khel hai janabe aali
Kismat ka khel hai janabe aali
Aapke pas hiro ki khajani
Aur apni jeb khali jeb khali jeb khali
Kismat ka khel hai janabe aali
Kya lekar aaye the hum
Aur kya lekar jayenge
Jod ke kuchh inhe aur
Kuch unhe de jayenge wo
Jod ke kuchh inhe aur
Kuch unhe de jayenge wo
Oo sari duniya nirali hai
Nirali hai nirali hai
Kismat ka khel hai janabe aali
Kismat ka khel hai janabe aali
Aapke pas hiro ki khajani
Aur apni jeb khali jeb khali jeb khali
Kismat ka khel hai janabe aali
Aapke pas hiro ki khajani
Aur apni jeb khali jeb khali jeb khali
Kismat ka khel hai janabe aali.
Lata Mangeshkar, Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar