Kahe dunde ram
Ko dharti gagan me
Kahe dunde ram
Ko dharti gagan me
Ram ko tu dekh le
Apne hi man me
Ram ko tu dekh le
Apne hi man me
Apne man me,
Kahe dunde
Phul jo chdaye
Charno me bhagwan ke
Ram hi muskate hai
Un phulo ki muskan me
Ram daras ke pyase
Jo ram base un nayanan me
Ram base un nayanan me
Kahe dunde kahe dunde
Ram ko dharti gagan me
Path andhiyare me
Dikhate parbhu ram hi
Deep ki lo banke
Jagmagate parbhu ram hi
Hath me jo rekhaye bagy ki
Ram hi ram chhupe unme
Ram hi ram chhupe unme
Kahe dunde kahe dunde
Ram ko dharti gagan me
Jiski kirno se khilti
Dharti pe dhup hai
Aur kuch nahi vo suraj
Ram ka hi vo roop hai
Sham salone ram hi
Base chanda roopi darpan me
Chanda roopi darpan me
Kahe dunde kahe dunde
Ram ko dharti gagan me
Kyu itni adir hai tu
Ram ke milan ko
Ram ka hi roop hai
Tu dekh apne tan ko
Daso doisaye
Ram mayi hai
Ram hai jag ke
Kan kan me
Kahe dunde kahe
Dunde ram ko dharti gagan me
Ram ko tu dekh le
Apne hi man me
Apne hi man me
Kahe dunde ram ko
Dharti gagan me
Ram jai jai ram jai
Jai ram raja ram
Ram jai jai ram jai
Jai ram raja ram
Ragupati ragav raja ram
Patit pawan sita ram
Ragupati ragav raja ram
Patit pawan sita ram
Sita ram sita ram
Patit pawan sita ram
Sita ram sita ram
Patit pawan sita ram
Ragupati ragav raja ram
Patit pawan sita ram
Ragupati ragav raja ram
Patit pawan sita ram
Ragupati ragav raja ram
Patit pawan sita ram.
Asha Bhosle
Suman Kalyanpur
Suman Kalyanpur, Vani Jairam
Mohammed Rafi