Kali do din ki khatir hi yaha
Dali pe khilti hai
Are do dino ki khak me
Khil khil ke milti hai
Ye dhadkan bhi kisi dhadkan ko
Dhadkane ko khilti hai
Piye ja piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Nashe me jhumta hai dil
Ise mat hosh aane de
Inhi behshiyo me ishk ki
Kismat banane do
Aji kismat banane do
Ye dil ka khel hai
Ise daw par bazi lagane do
Ye dil ka khel hai
Ise daw par bazi lagane do
Jo chaho jeete na dil ko
Kisi dil me samane do
Kisi dil me samane do
Ye chahat pyar ki aakhir
To ja maj se milti hai
Piye ja piye ja piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Tadapte hai hazaro dil
Ghadi bhar khil khilane ko
Ghadi bhar khil khilane ko
Har ek dil tilmilata hai
Kisi se dil milane ko
Kisi se dil milane ko
Tadapti hai shama
Mahfil me ek pal jhilmilane ko
Tadapti hai shama
Mahfil me ek pal jhilmilane ko
Kali khilti hai
Naye sagar pe lane ko
Naye sagar pe lane ko
Kahi jab din nikalta hai
Kahi par sham dhalti hai
Piye ja piye ja piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai
Piye ja jame ulfat
Zindagi mushkil se milti hai.
Sabita Banerjee
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)