Koi ajnabi sa wo insan tha
Mere dil me kal rat mehman tha
Bada dil ruba tha beiman tha
Mohabbat ki
Mujhko saja de gaya
Mohabbat ki
Mujhko saja de gaya
Kisi or ka wo
Jalim pata de gaya
Daga de gaya
Mera yar karke pyar
Kaha dhundhu kaha jau
Kaha dhundhu kaha jau
Kaha dhundhu kaha jau
Kaha dhundhu kaha jau
Mohabbat ki
Mujhko saja de gaya
Kisi or ka wo
Jalim pata de gaya
Daga de gaya
Mera yar karke pyar
Kaha dhundhu kaha jau
Kaha dhundhu kaha jau
Kaha dhundhu kaha jau
Kaha dhundhu kaha jau
Bato bato me chandani rato me
Chand mulakato me
Mere dil pe najar
Ki churi chal gayi
Mere dil pe najar
Ki churi chal gayi
Mai to is aag me
Jal gayi jal gayi
Mai to is aag me
Jal gayi jal gayi
Mai tadapti rahu
Bad dua de gaya
Dil ke sholo ko
Aakar hawa de gaya
Daga de gaya
Mera yar karke pyar
Kaha dhundhu kaha jau
Kaha dhundhu kaha jau
Kaha dhundhu kaha jau
Kaha dhundhu kaha jau
Aane jane me aise jamane me
Mausam suhane me
Mai to masti me
Thi khak mai janti
Mai to masti me
Thi khak mai janti
Hosh hota to hargij
Na mai manti
Hosh hota to hargij
Na mai manti
Jane kya le gaya
Or kya de gaya
Dard wo de gaya
Ya dawa de gaya
Daga de gaya mera yar karke pyar
Kaha dhundhu kaha jau
Kaha dhundhu kaha jau
Kaha dhundhu kaha jau
Kaha dhundhu kaha jau
Mohabbat ki mujhko saja de gaya
Kisi or ka wo jalim pata de gaya
Daga de gaya mera yar karke pyar
Kaha dhundhu kaha jau
Kaha dhundhu kaha jau
Kaha dhundhu kaha jau
Kaha dhundhu kaha jau.
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar