Kaun Hai Woh Kaun Mujhe - Waris lyrics | Waris - Kaun Hai Woh Kaun Mujhe lyrics

Kaun Hai Woh Kaun Mujhe is a hindi song from the 1969 movie Waris. Kaun Hai Woh Kaun Mujhe singers are Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). Kaun Hai Woh Kaun Mujhe composer is Rahul Dev Burman and Kaun Hai Woh Kaun Mujhe lyricist or song writer is Rajendra Krishan. Kaun Hai Woh Kaun Mujhe music director is Rahul Dev Burman. Kaun Hai Woh Kaun Mujhe features Jeetendra, Hema Malini, Prem Chopra, Aruna Irani, Mehmood, Neetu Singh. Kaun Hai Woh Kaun Mujhe director is and the producer is . The audio of Kaun Hai Woh Kaun Mujhe song was released on 3rd January, 1969 by Saregama. Kaun Hai Woh Kaun Mujhe YouTube video song can be watched above.


Kaun hai woh kaun mujhe jisne jagaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey kau kaun hai
Kaun hai woh kaun mujhe jisne jagaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey kau kaun hai


Yeh kangana yeh kjhunka
Yeh chunri yeh kajara kyon
Yeh mehandi yeh bindiya
Yeh payal yeh gajra kyon
Jante nahi kya mere sartaaj ko
Thehro main bulati hu
Abhi yamraj ko kaun hai
Kaun hai woh kaun mujhe jisne jagaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey kau kaun hai


Yeh bhutna yeh baamna
Kyon aaya maala japane
Yeh bhutna yeh baamna
Kyon aaya maala japane
Kya samjhe yeh chhaliya
Dekhe devi ke sapanen
Byaahi hui devi se
Aankh jo lagayega
Yahi baithe baithe woh
Bhasam ho jaayega kaun hai
Kaun hai woh kaun mujhe jisne jagaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey kau kaun hai


Bol maiyya bol jaldi se khol
Bol maiyya bol jaldi se khol
Jaldi se khol beimaano ki potli


Chhod de chhode de
Din de maiyya chhod de
Kanya kunwari ka
Maaya jaal tod de


Yeh kanya kumari hai
Deewan ki dulaari hai
Yeh kanya kumari hai
Deewan ki dulaari hai
Ek hi bechari hai
Chhod de chhod de
Ek hi bechari hai
Chhod de chhod de
Chhod de chhode de
Din de maiyya chhod de
Chhod de chhode de
Din de maiyya chhod de


Bol maiyya bol bol
Maiyya bol bolgalla kaahe
Bol bol hoke prasanna
Kya khayegi charnon mein
Tere aam kela amrud hai
Peene ko maiyya
Bhuri gaay ka dudh
Bhul haai bhul hui
Ho maiyya bhul hui
Ho bhul hui bhul hui bhul hui
Maiyya maansdhaari hai
Phalwaale jaa kasaai ki baari hai
Hatao kharbuja hatao tarbuja
Arey jaldi se leke
Aaon murgi ka chussa
Arey murgi ka chalega
Ya bakre ka maans
Aadmi ka chalega
Toh haazir hai daant
Bali nahi chahiye
Jo achhe insaan ki
Toh charbi khilaaun
Kisi mote shaitaan ki
Maiyya chhod ho bindu
Chhod maaya jaal tod
Maiyya bhaag.



Movie/album: Waris
Singers: Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists: Rajendra Krishan
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Music Label: Saregama
Starring: Jeetendra, Hema Malini, Prem Chopra, Aruna Irani, Mehmood, Neetu Singh
Release on: 3rd January, 1969
1. Who is the music director of the song Kaun Hai Woh Kaun Mujhe
Ans: Kaun Hai Woh Kaun Mujhe song music director is Rahul Dev Burman
2. Who is/are the singer/singers of the song Kaun Hai Woh Kaun Mujhe
Ans: Kaun Hai Woh Kaun Mujhe song singers are Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
3. Who is the Composer of the song Kaun Hai Woh Kaun Mujhe
Ans: Kaun Hai Woh Kaun Mujhe song composer is Rahul Dev Burman
4. Who is the Lyricist of the song Kaun Hai Woh Kaun Mujhe
Ans: Kaun Hai Woh Kaun Mujhe song lyricist is Rajendra Krishan
5. What is the movie of the song Kaun Hai Woh Kaun Mujhe
Ans: Kaun Hai Woh Kaun Mujhe song is from Waris
6. Who wrote the song Kaun Hai Woh Kaun Mujhe
Ans: Kaun Hai Woh Kaun Mujhe song is written by Rajendra Krishan

Find other songs in - Waris

1
Taaro Ki Nagri Se

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

2
Ghar Tera Apna Ghar

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), Talat Mahmood

3
Dur Hote Nahi Wo

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), Talat Mahmood

4
Duniya Ko Nahi Manzur To

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

5
Gazab Kiya Tere Wade Pe

Rajkumari Dubey

6
Kabhi Hai Gham

Talat Mahmood

7
Rahi Matwale

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), Talat Mahmood

8
9
Chahe Koi Mujhe Bhoot Kaho

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

10
Lehra Ke Aaya Hai

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

11
Ek Bechara Pyar Ka Mara

Mohammed Rafi

12
Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hota Hai

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi