Duniya ko nahi manzur to
Tera dard chupa kar dekhenge
Har jakham ki ab khamoshi
Paband laga kar dekhenge
Kuch bhi na bolenge
Kuch bhi na bolenge
Tumhare samne
Baith ke ro lenge
Tumhare samne
Baith ke ro lenge
Kuch bhi na bolenge
Tumhare dar tha aasra dil ka
Yaha bhi kar gayi takdir
Faisla dil ka yaha bhi kar gayi
Chaman me aake bhi
Chunna pade wahi kate
Chaman me aake bhi
Chunna pade wahi kate
Kahe to kisse kahe
Hum ye majra dil ka
Muh bhi na kholenge
Kuch bhi na bolenge
Tumhare samne
Baith ke ro lenge
Kuch bhi na bolenge
Tumhara dard bana
Hai mere jigar ke liye
Ye aasra bhi bahut hai
Mere jigar ke liye
Ye aasra bhi bahut hai
Jo mil gayi thi kabhi
Aake in nigaho se
Jo mil gayi thi kabhi
Aake in nigaho se
Wahi najar tarasti
Hai umar bhar ke liye
Ham to na bolenge
Ham to na bolenge
Tumhare samne ho
Baith ke ro lenge
Baith ke ro lenge.
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), Talat Mahmood
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), Talat Mahmood
Rajkumari Dubey
Talat Mahmood
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi