Dil jawani ke nashe se choor hai
Dil jawani ke nashe se choor hai
Kaun kahta hai ke dilli door hai
Kaun kahta hai ke dilli door hai
Jab se ye zalim jawani aa gayi
Jab se ye zalim jawani aa gayi
Hoye har ada ko chhed khani aa gayi
Hoye har ada ko chhed khani aa gayi
Aankh ladne ke liye majbur hai
Kaun kahta hoye kaun kahta
Kaun kahta hai ke dilli door hai
Kaun kahta hai ke dilli door hai
Hamne dil jiske hawale kar diya
Hamne dil jiske hawale kar diya
Usne jakhmo se kaleja bhar diya
De diye kismat ko jo manjur hai
Kaun kahta hai ke dilli door hai
Kaun kahta hai ke dilli door hai
Jo hasi dekha use apna liya
Jo hasi dekha use apna liya
Aji char bate karke dil bahla liya
Char bate karke dil bahla liya
Bas hamara to yahi dastur hai
Kaun kahta haye kaun kahta
Kaun kahta hai ke dilli door hai
Kaun kahta hai ke dilli door hai
Dil jawani ke nashe se choor hai
Dil jawani ke nashe se choor hai
Kaun kahta hai ke dilli door hai
Kaun kahta hai ke dilli door hai.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)