Dil jawaani ke nashe se choor hai
Dil jawaani ke nashe se choor hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Jab se yeh zaalim jawaani aa gayi
Jab se yeh zaalim jawaani aa gayi hoy
Har adaa ko chhed-khaani aa gayi
Har adaa ko chhed-khaani aa gayi
Aankh ladne ke liye majboor hai
Kaun kehtaa kaun kehtaa hoye
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Humne dil jis ke hawaale kar diyaa
Humne dil jis ke hawaale kar diyaa
Uss ne zakhmon se kaleja bhar diyaa
Uss ne zakhmos se kaleja bhar diyaa
Dekhiye qismat ko kya manzoor hai
Kaun kehtaa kaun kehtaa hoye
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Jo haseen dekhaa usse apnaa liyaa
Jo haseen dekhaa usse apnaa liyaa
Aji chaar baaten kar ke dil behlaa liyaa
Chaar baaten kar ke dil behlaa liyaa
Bas hamaara to yahi dastoor hai
Kaun kehtaa kaun kehtaa haay
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Dil jawaani ke nashe se choor hai
Dil jawaani ke nashe se choor hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)