Ke Ghar Ab Aaoge - Border lyrics | Border - Ke Ghar Ab Aaoge lyrics

Ke Ghar Ab Aaoge is a hindi song from the 1997 movie Border. Ke Ghar Ab Aaoge singers are Roop Kumar Rathod, Sonu Nigam. Ke Ghar Ab Aaoge composer is Anu Malik and Ke Ghar Ab Aaoge lyricist or song writer is Javed Akhtar. Ke Ghar Ab Aaoge music director is Anu Malik. Ke Ghar Ab Aaoge features Sunny Deol, Suniel Shetty, Akshaye Khanna, Raakhee, Jackie Shroff, Tabbu, Pooja Bhatt, Kulbhushan Kharbanda, Puneet Issar. Ke Ghar Ab Aaoge director is and the producer is . The audio of Ke Ghar Ab Aaoge song was released on 13th June, 1997 by Venus Music. Ke Ghar Ab Aaoge YouTube video song can be watched above.


Hoho…


Sandese aate hain
Humein tadpaate hain
To chitthi aati hai
To poochh jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar soona soona hai


Sandese aate hain
Humein tadpaate hain
To chitthi aati hain
To poochh jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar soona soona hai


Kisi dilwaali ne kisi matwaali ne
Humein khat likkha hai
Ki humse poochha hai
Kisi ki saason ne kisi ki dhadkan ne
Kisi ki choodi ne kisi ke kangan ne
Kisi ke kajre ne kisi ke gajre ne
Mahekti subahon ne machalti shaamon ne
Akeli raaton ne adhoori baaton ne
Tarasti baahon ne
Aur pooccha hai tarsi nighahon ne


Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye dil soona soona hai


Sandese aate hain
Humein tadpate hain
To chitthi aati hai
To pooche jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar soona soona hai


Mohabbat walon ne hamare yaaron ne
Humein ye likkha hai ke humse poochha hai
Hamare gaaon ne aam ki chaaon ne
Puraane peepal ne baraste baadal ne
Khet khaliayaanon ne hare maidaanon ne
Basanti belon ne jhoomti belon ne
Lachakte jhulon ne behekte phoolon ne
Chatakti kaliyon ne
Aur poochha hain gaaon ki galiyon ne


Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin gaaon soona soona hai


Sandese aate hain
Humein tadpate hain
To chitthi aati hai
To pooche jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar soona soona hai


Ohh ohhhh ohhh …


Kabhi ek mamta ki
Pyaar ki ganga ki
Vo chitthi aati hai
Saath vo laati hai
Mere din bachpan ke
Khel vo aangan ke
Vo saaya aanchal ka
Vo teeka kaajal ka
Vo lori raaton mein vo narmi haathon mein
Vo chaahat aankhon mein vo chinta baaton mein
Bigadna oopar se mohabbat andar se
Kare vo devi maa
Yahin har khat mein poochhe meri maa


Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin aangan soona soona hai


Sandese aate hain
Humein tadpate hain
To chitthi aati hai
To pooche jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar soona soona hai


Ohohho..
Ay guzarne waali hava bata
Mera itna kaam karegi kya
Mere gaanv ja mere doston mo salaam de
Meri gaanv mein hai jo vo gali
Jahaan rehti hai meri dilruba
Usay mere pyaar ka jaam de
Usay mere pyaar ka jaam de
Vahin thodi door hai ghar mera
Mera ghar mein hai meri boodhi maa
Mere maa ke pairon ko chhooke
Usay uske beta ka naam de
Ay guzarne waali hava zara
Mere doston meri dilruba
Meri maa ko mera paiyam de
Unhe jaake ty ye paigam de


Main vaapas aaoonga
Main vaapas aaoonga
Phir apne gaaon mein
Usiki chaaon mein
Ki maa ke aanchal se
Gaanv ke peepal se
Kisike kaajal se
Kiya jo vaada tha vo nibhaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga.



Movie/album: Border
Singers: Roop Kumar Rathod, Sonu Nigam
Song Lyricists: Javed Akhtar
Music Composer: Anu Malik
Music Director: Anu Malik
Music Label: Venus Music
Starring: Sunny Deol, Suniel Shetty, Akshaye Khanna, Raakhee, Jackie Shroff, Tabbu, Pooja Bhatt, Kulbhushan Kharbanda, Puneet Issar
Release on: 13th June, 1997
1. Who is the music director of the song Ke Ghar Ab Aaoge
Ans: Ke Ghar Ab Aaoge song music director is Anu Malik
2. Who is/are the singer/singers of the song Ke Ghar Ab Aaoge
Ans: Ke Ghar Ab Aaoge song singers are Roop Kumar Rathod, Sonu Nigam
3. Who is the Composer of the song Ke Ghar Ab Aaoge
Ans: Ke Ghar Ab Aaoge song composer is Anu Malik
4. Who is the Lyricist of the song Ke Ghar Ab Aaoge
Ans: Ke Ghar Ab Aaoge song lyricist is Javed Akhtar
5. What is the movie of the song Ke Ghar Ab Aaoge
Ans: Ke Ghar Ab Aaoge song is from Border
6. Who wrote the song Ke Ghar Ab Aaoge
Ans: Ke Ghar Ab Aaoge song is written by Javed Akhtar

Find other songs in - Border

1
To Chaloon

Roop Kumar Rathod

3
Hindustan Hindustan

Shankar Mahadevan, Sunali Rathod

4
Humein Jab Se Mohabbat

Alka Yagnik, Sonu Nigam