Kehdo Uttar Walon Se - Uttar Dakshin lyrics | Uttar Dakshin - Kehdo Uttar Walon Se lyrics

Kehdo Uttar Walon Se is a hindi song from the 1987 movie Uttar Dakshin. Kehdo Uttar Walon Se singers are Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz. Kehdo Uttar Walon Se composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Kehdo Uttar Walon Se lyricist or song writer is Anand Bakshi. Kehdo Uttar Walon Se music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Kehdo Uttar Walon Se features Rajnikanth, Jackie Shroff, Bharathi, Madhuri Dixit, Kulbhushan Kharbanda, Lalita Pawar, Anupam Kher, Paresh Rawal, Preeti Ganguli. Kehdo Uttar Walon Se director is and the producer is . The audio of Kehdo Uttar Walon Se song was released on 13th November, 1987 by Saregama. Kehdo Uttar Walon Se YouTube video song can be watched above.


Kehdo uttar walon se
Dakshin wale aagaye
Kehdo uttar walon se
Dakshin wale aagaye
Mehfil rang mein aagayi
Mehfil pey hum chha gaye
Mehfil rang mein aagayi
Mehfil pey hum chha gaye


Ho kehdo dakshin walon se
Hum uttar wale aagaye
Kehdo dakshin walon se
Hum uttar wale aagaye
Jiske paas se ghujar gaye
Uska dil bhadka gaye
Jiska paas se ghujar gaye
Uska dil bhadka gaye


O chhodo uttar dakshin ko
Chhodo purab pachhim ko
O chhodo uttar dakshin ko
Chhodo purab pachhim ko
Charo disha oko chhodke
Hum pyaar ki dishamein aa gaye
Charo disha oko chhodke
Hum pyaar ki dishamein aa gaye
Kehdo uttar walon se
Dakshin wale aagaye
Kehdo dakshin walon se
Hum uttar wale aagaye


Pyaar jise hum karte hai
Uski puja karte hain
Pyaar jise hum karte hai
Uski puja karte hain
Yaar ki khatir jeete hai
Yaar ki khatir marte hai
Kaante chunkar le gaye
Kaliya phool khila gaye
Kaante chunkar le gaye
Kaliya phool khila gaye
Kehdo uttar walon se
Dakshin wale aagaye


Chaudi apni chhati hain
Chauda apna seena hain
Chaudi apni chhati hain
Chauda apna seena hain
Tod ke apne jaamo ko
Hamne jeena sikha hain
Jo bhi samne aagaya
Usse hum takra gaye
Jo bhi samne aagaya
Usse hum takra gaye
Kehdo dakshin walon se
Hum uttar wale aagaye


Jeevan bhar jo yaad rahe
Un mann mito ko yaad karo
Jeevan bhar jo yaad rahe
Un mann mito ko yaad karo
Un geeto ko yaad karo
Un geeto ko yaad karo
Un geeto ko yaad karo
Pagal premi pyaar karo
Geet hazaro gaa gaye


O kehdo uttar walon se
Kehdo dakshin walon se
Kehdo uttar walon se
Kehdo dakshin walon se
Charo disha oko chhodke
Hum pyaar ki dishamein aa gaye
Charo disha oko chhodke
Hum pyaar ki dishamein aa gaye.



Movie/album: Uttar Dakshin
Singers: Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Rajnikanth, Jackie Shroff, Bharathi, Madhuri Dixit, Kulbhushan Kharbanda, Lalita Pawar, Anupam Kher, Paresh Rawal, Preeti Ganguli
Release on: 13th November, 1987
1. Who is the music director of the song Kehdo Uttar Walon Se
Ans: Kehdo Uttar Walon Se song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Kehdo Uttar Walon Se
Ans: Kehdo Uttar Walon Se song singers are Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
3. Who is the Composer of the song Kehdo Uttar Walon Se
Ans: Kehdo Uttar Walon Se song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Kehdo Uttar Walon Se
Ans: Kehdo Uttar Walon Se song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Kehdo Uttar Walon Se
Ans: Kehdo Uttar Walon Se song is from Uttar Dakshin
6. Who wrote the song Kehdo Uttar Walon Se
Ans: Kehdo Uttar Walon Se song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Uttar Dakshin

1
Thodi Si Aag

Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam

2
Laila Mar Gayi

Alka Yagnik

4
Us Kashti Ka Kya Hoga

Kavita Krishnamurthy