Tera naam kya hain
O tujhe kaam kya hain
O tera naam kya hain
O tujhe kaam kya hain
Mil hi gaye ho to kah do
Kya dil ka paigam hain
Kahna to kuch bhi nahinn hain
Bas chahat ka paigam hain
Re re tera naam kya hain
O tujhe kaam kya hain
Mil hi gaye ho to kah do
Kya dil ka paigam hain
Aji kahna to kuch bhi nahinn hain
Bas chahat ka paigam hain
Re re tera naam kya hain
O tujhe kaam kya hain
Naam maine apna bataya to
Tujhe ghar ka pata chal jayega
Ghar ka pata chal jate hi
Meri galiyo ke chakkar lagayega
Chakkar mein dal ke humko
Tum pichha chhudne lagi ho
Aankhe ladake humse kyu
Aankhe churane lagi ho
Pyar ki pehli nazar ka
Kaisa ye anzam hain
Re re tera naam kya hain
O tujhe kaam kya hain
Pata bataoge na apna
Hum kaise tumhe dhund payenge
Aaj mili ho ithifak se
Kal kaise tumhe mil payenge
Thoda tumhe tarsayenge
Phir hum zara paas aayenge
Sache ho tum ya ke jhuthe
Pehle tujhe aazmayenge
Sachi mohabbat ka meri
Kaisa ye inam hain
Re re tera naam kya hain
O tujhe kaam kya hain
Milti ho duniya ke mele mein
Kabhi milna tum hume akele mein
Milti ho duniya ke mele mein
Kabhi milna hume tum akele mein
Pata hain akele mein tum kya karoge
Bahut der tak ghar pe na jane doge
Karna to kuch bhi nahinn hain
Bas shadi ka paigam hain
Re re tera naam kya hain
O tujhe kaam kya hain
O tujhe kaam kya hain
Mil hi gaye ho to kah do
Aji kahna to kuch bhi nahin
Bas shadi ka paigam hain
Re re tera naam kya hain
O tujhe kaam kya hain
Re re tera naam kya hain
O tujhe kaam kya hain.