Kehni hai tumse do baate
Kahunga magar kano me
Wo tum kahna nahi kisi se
Apne ya begano me
Kehni hai tumse do baate
Kahunga magar kano me
Wo tum kahna nahi kisi se
Apne ya begano me
Kano me to chor hai kehte
Surat pe bhone bhale andar se
Kuchh aur hai kya,
Kehni hai, kehte raho
Baat hawaye nur ki hai abhi
Tujhe malum nahi
Teri tarha se har koi hai
Jane mann masum nahi
Kaun si bat pehle kahu
Jine ki ya hansi khawab ki
Hai baat sidhi si humse karo
Ye paheli ha kya aapki
Pas aao to phir hum bataye
Dhakano ki do bate sunaye
Kehni hai tumse do baate
Kahunga magar kano me
Wo tum kahna nahi kisi se
Apne ya begano me
Kano me to chor hai kehte
Surat pe bhone bhale andar se
Kuchh aur hai kya tu meri hai
Kehni hai, kehte raho
Dil ki bat hai kahna mushkil
Khawab ki hi baat bataye
Itna pyara kahwabo aur sapna
Bhule se bhi bhul na paye
Ek pari dekhi maine utarte
Taro ki rah se dhire dhire
Aankho me thi chamak nilam ki
The anguthi me bhi uske hire
Hath se usne apne utari
Hubahu sakal surat tumhari
Usne pehna ye phir tum kahoge
Ho gaye hoge pal bhar me jogi
Usne chaha hoga jab bhi jana
Rah banke wahi roki hogi
Arey tune ye sab kaise jana
Hath apna jara dikhana na na na
Ab kahoge yahi hai anguthi
Baat dil par magar hai ye juthi
Tum to jhute ho ek numbari
Na tha sapna na koi pari
Tum chale the humi ko bananae
Dekh ke mast mosam suhane
Kehni hai tumse do baate
Kahunga magar kano me
Wo tum kahna nahi kisi se
Apne ya begano me
Kano me to chor hai kehte
Surat pe khone wale andar se
Kuchh aur hai kya.
Asha Bhosle
Suman Kalyanpur
Kishore Kumar