Phool rahon mein bikhar jate hai
Phool rahon mein bikhar jate hai
Jab wo aate hai
Phul raho me bikhar jate hai
Log aate hai nazare aur nikhar jate hai
Log aate hai nazare aur nikhar jate hai
Phool rahon mein bikhar jate hai
Jab wo aate hai
Chumke unke kadam
Puchhu bata mausam
Wadiya ye wadiya hai
Nach ke chham chham
Chumke unke kadam
Puchhu bata mausam
Wadiya ye wadiya hai
Nach ke chham chham
Unchi unchi chhaye ghata,
Dhime dhime gaye hawa
Koi tarana naya,
Ek nashe me din gujar jate hai
Ek nashe me din gujar jate hai
Jab wo aate hai
Phool rahon mein bikhar jate hai
Jab wo aate hai
Dard ki gehraiyo me dub jata dil
Dubke kashti ko ab to mil gaya sahil
Dard ki gehraiyo me dub jata dil
Dubke kashti ko ab to mil gaya sahil
Soye soye khawab jage
Jale bhuje bhuje jale
Dil me shama pyar ki
Khawab kitne hi sawar jate hai
Khawab kitne hi sawar jate hai
Jab wo aate hai
Phool rahon mein bikhar jate hai
Jab wo aate hai
Aa gayi jo me simat ke unki bahon me
Saikado sehnaiya gunge fizao me
Aa gayi jo me simat ke unki bahon me
Saikado sehnaiya gunge fizao me
Saje saje lage jamin pyara pyara lage sama
Kya rang chhane lage
Waqt ke chhaye thehar jate hai
Waqt ke chhaye thehar jate hai
Jab wo aate hai
Waqt ke chhaye thehar jate hai
Jab wo aate hai
Nazare aur nikhar jate hai
Phool rahon mein bikhar jate hai
Jab wo aate hai.
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar, Shailendra Singh
Kishore Kumar