Kehte Hai Jisko Ishq - Aaj Aur Kal lyrics | Aaj Aur Kal - Kehte Hai Jisko Ishq lyrics

Kehte Hai Jisko Ishq is a hindi song from the 1963 movie Aaj Aur Kal. Kehte Hai Jisko Ishq singers are Shamshad Begum, Usha Mangeshkar. Kehte Hai Jisko Ishq composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi) and Kehte Hai Jisko Ishq lyricist or song writer is Sahir Ludhianvi. Kehte Hai Jisko Ishq music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi). Kehte Hai Jisko Ishq features Sunil Dutt, Raaj Kumar, Nanda. Kehte Hai Jisko Ishq director is and the producer is . The audio of Kehte Hai Jisko Ishq song was released on null by Saregama. Kehte Hai Jisko Ishq YouTube video song can be watched above.


Shokhi ki baat hai
Na shraarat ki baat hai
Husn o adaa naa
Naaz o nazaakat ki baat hai
Rutbe kaa hai sawaal
Na shohrat ki baat hai
Daulat ki baat hai na
Hukumat ki baat hai phir


Kehte hain jissko ishq
Kehte hain jissko ishq
Tabiyat ki baat hai
Hain jissko ishq
Tabiyat ki baat hai
Kehte hain jissko
Ishq tabiyat ki baat hai
Tabiyat ki baat hai
Tabiyat tabiyat ki baat hai
Kehte hain jissko ishq
Tabiyat ki baat hai
Kehte hain jissko ishq
Tabiyat ki baat hai


Aa jaaye dil kissi pe
Toh phir maantaa nahin
Aie ji achche bure ke
Farq ko pehchaanta nahin
Aa jaaye dil kissi pe
Toh phir maantaa nahin
Jaaye dil kissi pe toh
Phir maantaa nahin
Achche bure ke farq
Ko pehchaanta nahin
Achche bure ke farq
Ko pehchaanta nahin
Achche bure ke farq
Ko pehchaanta nahin
Beqaar baat hai jo o o
Beqaar baat hai
Jo nasihat ki baat hai
Beqaar baat hai jo
Nasihat ki baat hai
Beqaar baat hai jo
Nasihat ki baat hai
Beqaar baat hai jo
Nasihat ki baat hai
Tabiyat ki baat hai
Tabiyat tabiyat ki baat hai
Kehte hain jissko ishq
Tabiyat ki baat hai
Kehte hain jissko ishq
Tabiyat ki baat hai


Koyi kisi ke waaste
Kyon fikrmand ho
Sidhaa assool hai ke
Jisse jo pasand ho
Koyi kisi ke waaste
Kyon fikrmand ho
Koyi kisi ke waaste
Kyon fikrmand ho
Aji sidhaa ussool hai
Ke jisse jo pasand ho
Ussool hai ke jisse
Jo pasand ho
Sidhaa ussool hai ke
Jisse jo pasand ho
Baaqi har ek baat
Baaqi har ek baat
Adaawat ki baat hai
Baaqi har ek baat
Adaawat ki baat hai
Baaqi har ek baat
Adaawat ki baat hai
Baaqi har ek baat
Adaawat ki baat hai
Tabiyat ki baat hai
Tabiyat tabiyat ki baat hai
Kehte hain jissko ishq
Tabiyat ki baat hai
Kehte hain jissko ishq
Tabiyat ki baat hai


Hum khush hain aaj tumse
Nigaahein toh mil gayin
Dil jinnko dhoondhtha tha
Woh raahein toh mil gayin
Hum khush hain aaj tumse
Nigaahein toh mil gayin
Hum khush hain aaj tumse
Nigaahein toh mil gayin
Dil jinnko dhoondhtha tha
Woh raahein toh mil gayin
Dil jinnko dhoondhtha tha
Woh raahein toh mil gayin
Dil jinnko dhoondhtha tha
Woh raahein toh mil gayin
Manzil naa paa sake toh ye
Manzil naa paa sake toh ye
Qismet ki baat hai
Manzil naa paa sake
Toh ye qismet ki baat hai
Manzil naa paa sake
Toh ye qismet ki baat hai
Manzil naa paa sake
Toh ye qismet ki baat hai
Tabiyat ki baat hai
Tabiyat tabiyat ki baat hai
Kehte hain jissko ishq
Tabiyat ki baat hai
Kehte hain jissko ishq
Tabiyat ki baat hai
Kehte hain jissko ishq
Tabiyat ki baat hai
Kehte hain jissko ishq
Tabiyat ki baat hai.



Movie/album: Aaj Aur Kal
Singers: Shamshad Begum, Usha Mangeshkar
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label: Saregama
Starring: Sunil Dutt, Raaj Kumar, Nanda
Release on: null
1. Who is the music director of the song Kehte Hai Jisko Ishq
Ans: Kehte Hai Jisko Ishq song music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
2. Who is/are the singer/singers of the song Kehte Hai Jisko Ishq
Ans: Kehte Hai Jisko Ishq song singers are Shamshad Begum, Usha Mangeshkar
3. Who is the Composer of the song Kehte Hai Jisko Ishq
Ans: Kehte Hai Jisko Ishq song composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
4. Who is the Lyricist of the song Kehte Hai Jisko Ishq
Ans: Kehte Hai Jisko Ishq song lyricist is Sahir Ludhianvi
5. What is the movie of the song Kehte Hai Jisko Ishq
Ans: Kehte Hai Jisko Ishq song is from Aaj Aur Kal
6. Who wrote the song Kehte Hai Jisko Ishq
Ans: Kehte Hai Jisko Ishq song is written by Sahir Ludhianvi

Find other songs in - Aaj Aur Kal

1
Jaam Utha Le Peene Wale

Naseem Akhtar

3
4
Pade Ishq Mein Jaan Ke

Zeenat Begum

5
Mohe Chhedo Na Kaanha

Asha Bhosle

7
Mujhe Chhedo Na Kanha

Asha Bhosle

8
Yeh Wadiyan Yeh Fizayen

Mohammed Rafi

9
Takht Na Hoga Taj Na Hoga

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

10
11
Raja Saheb Ghar Nahin

Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

12
Mujhe Gale Se Laga Lo

Asha Bhosle