Ba adad ba mulaheja ba hosiyar
Nahi nahi beadab be
Mulahija be muhar
Raja sahab ghar nahi
Hamko kisi ka dar nahi
Aj to gardan unchi karke
Kahenge ham so bar
Beadab be mulahija be muhar
Ba adad ba mulaheja ba hosiyar
Raja sahab ghar nahi
Hamko kisi ka dar nahi
Aj to gardan unchi karke
Kahenge ham so bar
Beadab be mulahija be muhar
Ba adad ba mulaheja ba hosiyar
Nachenge or gayenge
Chikhenge chilayenge
Man marji ka pahnenge
Man marji ka khayenge
Mahal ki unchi diwaro
Se dur hai pahredar
Beadab be mulahija be muhar
Ba adad ba mulaheja ba hosiyar
Chup gaddar
Ankhe jhuki jhuki ho kyu
Sanse ruki ruki ho kyu
Raja ji jab yaha nahi
To bate ho betuki kyu
Aj ke din to band karo
Ye jhut ka karobar
Beadab be mulahija be muhar
Ba adad ba mulaheja ba hosiyar
Rajo or sultano ka
Kissa gaye jamano ka
Rajo or sultano ka
Kissa gaye jamano ka
Insano ke age kyu
Shish jhuke insano ka
Aye samjha yug in
Rasmo se hai bejar
Beadab be mulahija be muhar
Ba adad ba mulaheja ba hosiyar.
Naseem Akhtar
Zeenat Begum
Naseem Akhtar
Zeenat Begum
Asha Bhosle
Shamshad Begum, Usha Mangeshkar
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle
Asha Bhosle