Kaamosh zindagii ko
Aawaaz de rahe ho
Kaamosh zindagii ko
Aawaaz de rahe ho
Tute hue haathon mein
Kyun saaz de rahe ho
Khamosh zindagii ko
Benuur meri aankhein
Aur duur kaa safar hai
Benuur meri aankhein
Aur duur kaa safar hai
Uthate hain paon lekin
Gir jaane kaa bhii dar hai
Par kaat ke kisii ke
Parawaaz de rahe ho
Tute hue hatho mein
Kyu saz de rahe ho
Khamosh zindagii ko
Aankhon se bahataa dariyaa
Honthon pe aah lekar
Aankhon se bahataa dariyaa
Honthon pe aah lekar
Saahil pe ham khade hain
Saahil kii chaah lekar
Barbaad mohabbat ko nae
Andaaz de rahe ho
Tute hue hatho mein
Kyu saz de rahe ho
Kaamosh zindagii ko.
Bharat Vyas, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor