A b c d
Ye kahte hai baba mere
Aur kahte hai bilkul thik
Izzat ke sang jina hai to
Likhna or padhna sikh
Jo hai anpadh gali
Gali wo manga karte bikh
Agar padho likhoge
To babu raja banoge
Agar padho likhoge
To babu raja banoge
Ye kahte hai baba mere
Aur kahte hai bilkul thik
Izzat ke sang jina hai to
Likhna or padhna sikh
Jo hai anpadh gali
Gali wo manga karte bikh
Agar padho likhoge
To babu raja banoge
Agar padho likhoge
To babu raja banoge
Din khelo me bachpan ke
Aye mere albelo
Kab kahta hu mat khelo
Aye mere albelo
Kab kahta hu mat khelo
Par isse khelo isi
Kalam se hogi apni jeet
Agar padho likhoge
To babu raja banoge
Agar padho likhoge
To babu raja banoge
Ye kahte hai baba mere
Aur kahte hai bilkul thik
Izzat ke sang jina hai to
Likhna or padhna sikh
Jo hai anpadh gali
Gali wo manga karte bikh
Agar padho likhoge
To babu raja banoge
Agar padho likhoge
To babu raja banoge
Inke aage sar jhuk jaye
Vidya ke jo gun gaye
Unke pag me tare
Aksar hai jinko pyare
Unke pag me tare
Aksar hai jinko pyare
Jag me unka jhanda sada ude
Jag me sabse jinko preet
Agar padho likhoge
To babu raja banoge
Agar padho likhoge
To babu raja banoge
Ye kahte hai baba mere
Aur kahte hai bilkul thik
Izzat ke sang jina hai to
Likhna or padhna sikh
Jo hai anpadh gali
Gali wo manga karte bikh
Agar padho likhoge
To babu raja banoge
Agar padho likhoge
To babu raja banoge.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar