Khota paisa nahi chalega
Khota paisa nahi chalega
Nahi chala hai nahi chalega
Nahi chala hai nahi chalega
Khota paisa nahi chalega
Andhe ke pas chala du to
Andhe ke pas chala du to
Budhe ko mai pila du to
Ek do dang to bhar sakta hai
Fir bhi ye kya kar sakta hai
Jaha bhi pahucha wahi rahega
Jaha bhi pahucha wahi rahega
Khota paisa nahi chalega
Nahi chala hai nahi chalega
Nahi chala hai nahi chalega
Khota paisa nahi chalega
Chande me insan ko de do
Mandir me bhagwan ko de do
Chande me insan ko de do
Mandir me bhagwan ko de do
Asli baba kah jayenga
Mandir me rah jayega
Pap lagega pap lagega kya paoge
Khali jholi le aaoge
Pap ka bhopu nahi baja hai nahi bajega
Kala dhandha nahi chala hai nahi chalega
Khota paisa nahi chalega
Nahi chala hai nahi chalega
Khota paisa nahi chalega
Nahi chala hai nahi chalega
Chor jo aaye kal jo paisa
Mej pe rakh do khota paisa
Chor to isko le jayega
Are ha chor to isko le jayega
Subah hui to ky akahayega
Sawan sukhe bado sukhe
Khote jag me rahenge khote
Sawan sukhe bado sukhe
Khote jag me rahenge khote
Jhuth ka chulha hai
Nahi jala hai nahi jalega
Bap ka halwa nahi paka hai nahi pakega
Khota paisa nahi chalega
Nahi chala hai nahi chalega
Khota paisa nahi chalega
Nahi chala hai nahi chalega.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Anuradha Paudwal, Bhupinder Singh
Anuradha Paudwal, Bhupinder Singh