Khoye ho aakhir kis bekhudi mein
Kuch aur bhi hai ho is zindagi me
Nazare suhane, khushi ke tarane
Dil me tere hi nahi mere bhi
Kahi na kahi koi to arman hai
Kal ke bharose par hota hai
Jo bekhabar
Aaj se nadan hai, koi gam hai agar
Darane ki kyu fikar hum bhi to
Sathi hai tere humsafar, oo ho
Khoye ho aakhir kis bekhudi mein
Kuch aur bhi hai is zindagi me
Nazare suhane, khushi ke tarane
Rahi manjilo ke rashato ki mushkilo
Se kabhi harte thakate nahi
Jisme hai dam kabhi uske kadam
Raho me kshi rukate nahi
Chhodo ji mayusi, todo bhi khamoshi
Aane do hotho pe thodi to hansi, ho
Khoye ho aakhir kis bekhudi mein
Kuch aur bhi hai ho is zindagi me
Nazare suhane, khushi ke tarane.
Asha Bhosle, Simi Garewal
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Asha Bhosle