Khubsurat badan jaane jaan jaaneman
Teri kamsin jawani gjab kar gayi
Teri kamsin jawani gjab kar gayi
Uf wo pehli nazar milte hi jhuk gaye
Haye wo meharbani gjab kar gayi
Haye wo meharbani gjab kar gayi
Khubsurta badan
Jab bahare kare shokhiya husn se
Ishq ko chahiye ke shararat kare
Ishq ko chahiye ke shararat kare
Aag dono taraf jab brabar lage
Jalne wale se kah do mohabbat kare
Jalne wale se kah do mohabbat kare
Jate jate jo ek muskrahat mili
Bas wo hi ek nishani gjab kar gayi
Bas wo hi ek nishani gjab kar gayi
Uf wo pehli nazar milte hi jhuk gaye
Haye wo meharbani gjab kar gayi
Haye wo meharbani gjab kar gayi
Khubsurta badan
Kaise diwane hai dil me ye khilte hai
Janeman pyar par na tamasha nahi
Janeman pyar par na tamasha nahi
Jane kya bat hai marte hai sab magar
Ayet ka bhi jnaza nikalta nahi
Ayet ka bhi jnaza nikalta nahi
Pichhe pichhe kaha tak chale aaoge
Teri aadat purani gajb kar gayi
Teri aadat purani gajb kar gayi
Khubsurat badan jaane jaan jaaneman
Teri kamsin jawani gjab kar gayi
Teri kamsin jawani gjab kar gayi
Khubsurat badan
Dard me ab maza aa raha hai mujhe
Haye zalim jawani bura ho tera
Haye zalim jawani bura ho tera
Kaise parwane ho jalne se darte ho
Shama ka naam badnaam ho jayega
Shama ka naam badnaam ho jayega
Dillagi haye dil ki lagi ho gayi
Ho teri meri kahani gjab kar gayi
Teri meri kahani gjab kar gayi
Ho khubsurat badan jaane jaan jaaneman
Teri kamsin jawani gjab kar gayi
Teri kamsin jawani gjab kar gayi
Uf wo pehli nazar milte hi jhuk gaye
Haye wo meharbani gjab kar gayi
Haye wo meharbani gjab kar gayi
Khubsurat badan.
Krishna Kalle
Suman Kalyanpur
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Sharda Sinha