Din gujarta hai
Raat dhalti hai
Zindagi gum ke
Sath chalti hai
Aati hai ek hi aawaz
Jab mohabbat ki
Baat chalti hai kya
Khudaya khudya
Mohabbat na hoti
Khudaya khudya
Mohabbat na hoti
Khudaya
Ye haalat na banti
Ye surat na hoti
Har ek sham
Subah kayamat na hoti
Khudaya khudya
Mohabbat na hoti
Khudaya khudya
Mohabbat na hoti
Khudaya
Hum tumko bataye kaise
Hum tumko bataye kaise
Hote hai mohabbat vale
Parde me hasi ke chup kar
Rote hai mohabbat vale
Rote hai mohabbat vale
Agar tum samjhte
Mohabbat ka matlab
Agar tum samjhte
Mohabbat ka matlab
To izhar karne ki
Jarurat na hoti
To izhar karne ki
Jarurat na hoti
Khudaya khudya
Mohabbat na hoti
Khudaya
Is dil ka bura ho jis ne
Is dil ka bura ho jis ne
Humko na kahi ka chhoda
Tum jaise wafa dusman ne
Umid ka naata joda
Umid ka naata joda
Baharo ne apna
Nashe man na jalta
Baharo ne apna
Nashe man na jalta
Agar baag ba
Se sararat na hoti
Agar baag ba
Se sararat na hoti
Khudaya khudya
Mohabbat na hoti
Hum par to fida hai mehfil
Hum par to fida hai mehfil
Jalte hai kai raato se
Hoti hai vo baate aksar
Dil darta hai in baato se
Dil darta hai in baato se
Ye manzil kabhi
Zindagi me na aati
Ye manzil kabhi
Zindagi me na aati
Agar dosto ki inayat na hoti
Agar dosto ki inayat na hoti
Khudaya
Ye haalat na banti
Ye surat na hoti
Har ek subah
Shyam na hoti
Khudaya khudya
Mohabbat na hoti
Khudaya mohabbat na hoti.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Vanita Mishra
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar
Hariharan, Kavita Krishnamurthy, Vanita Mishra