Ulta hai suno meri sarkar
Zamana ulta hai
Ulta hai suno meri sarkar
Zamana ulta hai
Ek shadi ho rahi thi
Ek shadi ho rahi thi
Sari duniya thi jawan
Dulha dulhan jab mile to
Band ne gaya waha
Kya gaya
Do dilo ko ye duniya
Milne hi nahi deti
Do dilo ko ye duniya
Milne hi nahi deti
Isiliye to bujurgo ne kaha hai
Ulta hai suno meri sarkar
Zamana ulta hai
Ulta hai suno meri sarkar
Zamana ulta hai
Dusri shadi ki suniye
Are bhai kya suniye
Aji dusri shadi ki suniye
Jane wali thi barat
Hoke ruksat jab dulhan
Jane lagi dulha ke sath
To baje walo ne gaya
Kya gaya
Ho likhne wale
Ho likhne wale ne likhdi meri
Takdir mein barbadi
Ho likhne wale
Ho likhne wale
Isiliye to bujurgo ne kaha hai
Ulta hai suno meri sarkar
Zamana ulta hai
Ulta hai suno meri sarkar
Zamana ulta hai
Ek budhe ka janaja
Jaha par tha ja raha
Hum waha pahuche to dekha
Band tha ye ga raha
Kya ga raha
Chal chal re naujawaan
Chal chal re naujawaan
Pam pam pam
Chal chal re naujawaan
Isiliye to bujurgo ne kaha hai
Ulta hai suno meri sarkar
Zamana ulta hai
Ulta hai suno meri sarkar
Zamana ulta hai.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar