Kidhar main jaaun
Samajh na paaun
Bulaa rahi hai do raahe
Idhar hai mamata aur
Udhar hai bhigi nigaahe
Kabhi kisi ki khushiyaan
Koi lute na banate banate
Mahal kisi ka tute na
Kabhi kisi ki
Bhanwar se bach
Ke ek bhatakati
Naav lagi thi kinaare
Kise khabar thi phir pahunchegi
In aansuo ke dwaare
Haay is tarah bhaag
Kisi se ruthe na
Banate banate mahal
Abhi abhi do phulo
Wali jhum rahi thi daali
Ghiri achanak kali
Badali bijali girane waali
Hote hote saath
Kisi ka chhute na
Banate banate mahal.
Mubarak Begum
Kamal Barot, Mohammed Rafi
Suman Kalyanpur
Suman Kalyanpur
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur