Mere mehboob tujhe
Pyar karu ya na karu
Pyar ho jaye to ikrar
Karu ya na karu
Mere mehboob tujhe
Pyar karu ya na karu
Mai hu taswire fiza
Tu hai baharo ki bahar
Mai hu taswire fiza
Tu hai baharo ki bahar
Bas yahi iske siwa
Sare hi rishte bekar
Aise rishte ka bhi izhar
Karu ya na karu
Mere mehboob tujhe
Pyar karu ya na karu
Chain lene nahi deta
Dile nakam mujhe
Chain lene nahi deta
Dile nakam mujhe
Dega kahe ko wafa
Ka koi nam mujhe
Kisi inamo me ikrar
Karu ya na karu
Mere mehboob tujhe
Pyar karu ya na karu
Kuch na kahne par bhi
Har bat kaha karta hai
Kuch na kahne par bhi
Har bat kaha karta hai
Hai ke tu dil ke bhi
Najdik raha karta hai
Dur se bhi tera didar
Karu ya na karu
Mere mehboob tujhe
Pyar karu ya na karu.
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
G. M. Durrani, Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali
Hamida Banu, Shamshad Begum
Shamshad Begum
Vijay Dutt
Shamshad Begum
Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi
Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lata Mangeshkar
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suman Kalyanpur
Lata Mangeshkar
Usha Khanna
Anwar Rafi, Hariharan
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar