Kisi gul kiĀ ye kismat hai
Ke wo sehre mein sajta hai
Kisi ko koi apne yaar ki
Turbat pe rakhata hai
Ek se phool gulistan mein
Khila karte hai
Fir bhi har phool ki
Takdir juda hoti hai
Fir bhi har phool ki
Takdir juda hoti hai
Ek se chehre ek se chehre
Haye ek se chehre
Yaha sabko mila karte hai
Fir bhi har chehre ki
Tasweer juda hoti hai
Fir bhi har chehre ki
Tasweer juda hoti hai
Kafas mein band hai
Koi to koi ashiyane me
To koi ashiyane mein nahi dekha koi
Azad humne is zamane mein
To hamne is zamane mein
Jise bhi humne dekha
Paresha hal dekha
Garaj ke har jagah pe
Bichha ek jaal dekha
Ek si kaid mein sab log
Jiya karte hai
Fir bhi har kaidi ki zanjeer
Juda hoti hai
Ek se phool ek se phool gulistan
me khila karte hai
Fir bhi har phool ki
Takdir juda hoti hai
Fir bhi har phool ki
Takdir juda hoti hai
Yahi sab ki kahani hai
Yahi sab ka fasana hai
Yahi sab ka fasana hai
Koi dolat ka hai ashiq
Koi shohrat ka deewana hai
Koi shohrat ka deewana hai
Ese hasrat hai koi
Use arman koi
Tamannao se khali nahi insan koi
Ek se khwab nigaho mein
Basa karte hai
Fir bhi har khwab ki
Tabir juda hoti hai
Ek se phool ek se
Phool ek se han
Ek se phool gulistan mein
Khila karte hai
Fir bhi har phool ki
Takdir juda hoti hai
Fir bhi har phool ki
Takdir juda hoti hai
Fir bhi har phool ki
Takdir juda hoti hai
Fir bhi har phool ki.
Noor Mohammad Charlie, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Noor Mohammad Charlie
Noor Mohammad Charlie
Hamida Banu, Shyam Kumar
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Shyam Kumar
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Noor Mohammad Charlie, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kavita Krishnamurthy, S. P. Sailaja (Sripathi Panditaradhyula Sailaja)
Lata Mangeshkar