Kismat ne ye zulm kiya hai
Aaj wo hamse dur hue
Pyar ki maro ko tadpana
Duniya ke dastur hue
Kismat ne ye zulm kiya hai
Haye wo hamse dur hue
Milke gale armano se
Bechain mohabbat roti hai
Roti hai
Milke gale armano se
Bechain mohabbat roti hai
Roti hai
Jitne hum ji bharke hase fir
Utne gham se chur hue
Jitne hum ji bharke hase fir
Utne gham se chur hue
Kismat ne ye zulm kiya hai
Haye wo hamse dur hue
Unse bichad kar is dil par
Jo beet rahi hai kya
Kahiye kya kahiye
Unse bichad kar is dil par
Jo beet rahi hai kya
Kahiye kya kahiye
Dusman bhi majbur na ho
Ab jaise hum majbur hue
Dusman bhi majbur na ho
Ab jaise hum majbur hue
Kismat ne ye zulm kiya hai
Haye wo hamse dur hue.
Asha Bhosle, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Asha Bhosle
G. M. Durrani, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Asha Bhosle, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Asha Bhosle