Koi ek aana koi do aana
Koi teen aana koi char aana
Is duniya me sab pagal hai
Koi ek aana koi do aana
Koi teen aana koi char aana
Koi ek aana koi do aana
Koi teen aana koi char aana
Is duniya me sab pagal hai
Sab pagal hai
Oye koi ek aana koi do aana
Koi teen aana koi char aana
Paiso walo ke dekho jinke hai mote pet
Dande karte hai khote aur kahlate hai seth
Dil ke ujhiyale me karte hai kal bazar
Fir bhi duniya pagal
Kahati unko sahu kar
O mere baiya kahati sahu kar
O bhai jaan kahati sahu kar
Mai hu sahukaar
Baiya mai hu sahukaar
Maine ye ucha kaam kiya
Baap ka ucha naam kiya hai
Chorahe par dol baja kar
Chorahe par dol baja kar
Tera ghar nilam kiya hai
Milkar maro sab milakr maro
Milkar maro aao aao sab milakr maro
Jute maro pathar maro kankar maro
Maro maro maro, hey milakar maro
Baithkar maro o baiya uth ke maro na
Koi ek aana koi do aana
Koi teen aana koi char aana
Koi mera sher suno
Haye koi mera sher suno
Kon karta dosto duniya me sayar ki kadar
Gumate firte hai ye sayar ke bache dar badar
Kon karta dosto duniya me sayar ki kadar
Sun kadar nahi jane ran
Sun kadar nahi jane ran
Haye rama luth gaye
Haye rama haye rama
Kadar nahi ja, kadar nahi ja
Kadar nahi ja, kadar nahi ja
Jani jani jani jani o jani jani
Koi ek aana koi do aana
Koi teen aana koi char aana
Koi ek aana koi do aana
Koi teen aana koi char aana
Hans hans pukaru mai ban di asha
Bandi astbalam me
Baap ne ghar se nikala
Kar diya muh mera kala
Kar diya muh mera kala
Kar diya muh mera kala
O dhere dhere
Kar diya muh mera kala haye asha ji
Kar diya muh mera kala
Asha ji asha ji asha ji
O mera nila pasand kare dunshman se jang
O mera nila pasand kare dunshman se jang
Are deko dekho dekho
Are dekh liya duniya me log hai rang rangeele
Koi kam hai koi jayada
Par sabke purje dheele
Koi ek aana koi do aana
Koi teen aana koi char aana
Is duniya me sab pagal hai
Koi ek aana koi do aana
Koi teen aana koi char aana.
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar