Koi Jaane Koi Na Jaane - Aur Pyaar Ho Gaya lyrics | Aur Pyaar Ho Gaya - Koi Jaane Koi Na Jaane lyrics

Koi Jaane Koi Na Jaane is a hindi song from the 1997 movie Aur Pyaar Ho Gaya. Koi Jaane Koi Na Jaane singers are Anuradha Paudwal, Rahat Nusrat Fateh Ali Khan, Udit Narayan. Koi Jaane Koi Na Jaane composer is Nusrat Fateh Ali Khan and Koi Jaane Koi Na Jaane lyricist or song writer is Javed Akhtar. Koi Jaane Koi Na Jaane music director is Nusrat Fateh Ali Khan. Koi Jaane Koi Na Jaane features Bobby Deol, Aishwarya Rai, Shammi Kapoor, Anupam Kher. Koi Jaane Koi Na Jaane director is and the producer is . The audio of Koi Jaane Koi Na Jaane song was released on 20th October, 1997 by Saregama. Koi Jaane Koi Na Jaane YouTube video song can be watched above.


Koi jaane koi na jaane ye
Parwaane hote hain deewane
Koi jaane koi na jaane ye
Parwaane hote hain deewane
Dekho ye do parwaane hain
Dono hi deewane
Jab se mili hai aankhein
Hosh hain dono hi ke gham
Kaisa ghumaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah


Dekho ye do parwaane hain
Dono hi deewane
Jab se mili hai aankhein
Hosh hain dono hi ke gham
Kaisa ghumaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah


Duniya ko humne bhulaaya
Jo tumko hai paaya
Pyaar ka naazuk dhaaga
Humein kahan le aaya
Pyaar ka naazuk dhaaga
Humein kahan le aaya
Lekin suno to duniya mein
Ye kya afsaane hain
Kehte hain duniya waale ki
Hum deewane hain
Kehte hain duniya waale ki
Hum deewane hain


Dil ki baatein ye dil hi jaane
Kab samjhi hain ye baatein duniya ne
To phir mashoor hai jo
Humko manzoor hai vo
Jab se mili hai aankhein
Hosh hain dono hi ke gham
Kaisa ikraar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah


Aa…


Dekho to ye lagta hai ki aasaan hai manzil
Socho to dil kehta hai ki aayegi mushkil
Socho to dil kehta hai ki aayegi mushkil
Ho dekhne sochna kaisa jo dil hi de daala
Jogi ne to hai pehen li prem ki ye maala
Jogi ne to hai pehen li prem ki ye maala


Dil ki baatein ye dil hi jaane
Kab samjhi hain ye baatein duniya ne
To phir mashoor hai jo
Humko manzoor hai vo
Jab se mili hai aankhein
Hosh hain dono hi ke gham
Kaisa dildaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah
Kaisa khumaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah


Sun le zameen sun le aasmaan
Dono ki pyaar ki ye daastaan
Dono mein hain kaisi deewangi
Dono diwaane chale hain kahaan
Sun le zameen sun le aasmaan
Dono ki pyaar ki ye daastaan
Man mein umang leke
Tan mein tarang leke
Chhod chale dono duniya ki galiyaan
Inko junoon hai inki sukoon hai
Jab se mili hai aankhein
Hosh hain dono hi ke gham
Kaisa karaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah
Kaisa ikraar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah
Kaisa ikraar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah
Kaisa ghumaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah.



Movie/album: Aur Pyaar Ho Gaya
Singers: Anuradha Paudwal, Rahat Nusrat Fateh Ali Khan, Udit Narayan
Song Lyricists: Javed Akhtar
Music Composer: Nusrat Fateh Ali Khan
Music Director: Nusrat Fateh Ali Khan
Music Label: Saregama
Starring: Bobby Deol, Aishwarya Rai, Shammi Kapoor, Anupam Kher
Release on: 20th October, 1997
1. Who is the music director of the song Koi Jaane Koi Na Jaane
Ans: Koi Jaane Koi Na Jaane song music director is Nusrat Fateh Ali Khan
2. Who is/are the singer/singers of the song Koi Jaane Koi Na Jaane
Ans: Koi Jaane Koi Na Jaane song singers are Anuradha Paudwal, Rahat Nusrat Fateh Ali Khan, Udit Narayan
3. Who is the Composer of the song Koi Jaane Koi Na Jaane
Ans: Koi Jaane Koi Na Jaane song composer is Nusrat Fateh Ali Khan
4. Who is the Lyricist of the song Koi Jaane Koi Na Jaane
Ans: Koi Jaane Koi Na Jaane song lyricist is Javed Akhtar
5. What is the movie of the song Koi Jaane Koi Na Jaane
Ans: Koi Jaane Koi Na Jaane song is from Aur Pyaar Ho Gaya
6. Who wrote the song Koi Jaane Koi Na Jaane
Ans: Koi Jaane Koi Na Jaane song is written by Javed Akhtar

Find other songs in - Aur Pyaar Ho Gaya

1
Uttar Dakshin Purab Pashchim

Alka Yagnik, Sonu Nigam

2
Sitaara Aankhein

Udit Narayan

4
Zindagi Jhoomkar

Rahat Nusrat Fateh Ali Khan

6
Meri Sanson Mein

Udit Narayan

7
Jagi Huyi Fizayen

Asha Bhosle, Udit Narayan

8
Ek Din Kahin

Sonu Nigam