Meri saanson mein
Basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Meri saanson mein
Basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Tu mere din mein raaton mein
Khamoshi mein baaton mein
Baadal ke haathon mein
Bhejoon tujhko ye payaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Meri saanson mein
Basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Aankhon mein tasveer hai jaise
Tu meri taqdeer hai jaise
Us dil se is dil tak aati
Dhadkan ki zanjeer hai jaise
Aankhon mein tasveer hai
Jaise tu meri taqdeer hai jaise
Us dil se is dil tak aati
Dhadkan ki zanjeer hai jaise
Khwaabon khwaabon
Tu mile na jaane kya hain silsile
Palkhon par ye pyaar ke
Na jaane kitne gul khile
Tere khwaab sajaate rehna
Ab hai mera kaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Meri saanson mein
Basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Ho ho…
Phoolon par shabnam ki nami hai
Rangon ki mehfil si jami hain
Mausam bhi manzar bhi main bhi
Kehte hain bas teri kami hai
Phoolon par shabnam ki nami hai
Rangon ki mehfil si jami hain
Mausam bhi manzar bhi main bhi
Kehte hain bas teri kami hai
Baagon mein hum jo milein
To gaayein saari koyalein
Mehke saara ye samaa
Havayein mehki si chalein
Teri khushboo se bhar
Jaayein kaliyon ke ye jaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Meri saanson mein
Basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Tu mere din mein raaton mein
Khamoshi mein baaton mein
Baadal ke haathon mein
Bhejoon tujhko ye payaam.
Alka Yagnik, Sonu Nigam
Udit Narayan
Sonu Nigam
Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
Asha Bhosle
Anuradha Paudwal, Rahat Nusrat Fateh Ali Khan, Udit Narayan
Asha Bhosle, Udit Narayan
Sonu Nigam