Laila ki saans ki door bandha
Woh deewana woh majnu hai
Woh hosh nahi behosh bawara
Nahi janta woh kyon hai
Behosh use rehne do
Ki hosh mein woh ayega
To neend mein uski laila ka
Woh khwab tut jayega
Woh khwab tut jayega
Woh khwab tut jayega
Koi patthar se na maare
Koi patthar se na maare
Mere deewane ko
Deewane ko
Deewane ko
So hi lene do
Uska dard yehi hai dawa yehi hai
So hi lene do
Uska din yehi hai jahan yehi hai
So hi lene do
Ki woh jag pada to dar jaye na
Phir bilak jayega ki phelu mein laila nahi hai
Maut bhi ghabrayegi hhooo
Maut bhi ghabrayegi paas mein aane ko
Koi patthar se na maare
Koi patthar se na maare
Mere deewane ko
Deewane ko
Rakhna samjhal ke yeh pather
Kal ko woh din bhi ayega
Jab pather honge yeh makan
Inki bhi hogi ek zuban
Ki dastan-e-laila majnu
Shaqs shaqs dohrayega
Pather ka dher yeh ajj
Yeh kal ka raj mahal keh layega
Nahi mil payega…
Nahi mil payega phir
Waqt tumhein pachtane ko
Koi patthar se na maare
Koi patthar se na maare
Mere deewane ko
Deewane ko
Koi patthar se na maare
Koi patthar se na maare
Mere deewane ko
Deewane ko.
Sonia Saigal
Kailash Kher, Richa Sharma, Salim Merchant
Madhuri Dixit, Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan
Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
Sunidhi Chauhan
Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Shreya Ghoshal, Sonu Nigam