Kuch naik kam kar ja
Duniya me naam kar ja
Marne ke bad ka bhi
Kuch intzam kar ja
Kuch naik kam kar ja
Duniya me naam kar ja
Marne ke bad ka bhi
Kuch intzam kar ja
Kuch naik kam kar ja
Duniya me naam kar ja
Mitti ka hai tu putala
Ye jism tera pani
Tu to nahi rahega
Rah jayegi kahani
Tu apne dastane
Duniya me aam kar ja
Kuch naik kam kar ja
Duniya me naam kar ja
Humdard sabka banke
Insaniyat dikha ja
Jo bhi tujhe pukare
Uske hi kam aa ja
Sabki duwaye le ja
Sabko salam kar ja
Kuch naik kam kar ja
Duniya me naam kar ja
Sabse badi ibadat
Logo ke kam aana
Khud bhukh sah ke
De de bhukho ko apna
Khana do din ki zindagi ki
To yuhi tamam kar ja
Kuch naik kam kar ja
Duniya me naam kar ja
Hai mot teri manjil
Aur zindagi safar hai
Tute na dil kisi ka har
Dil khuda ka ghar hai
Bando ki uspe khidmat
Tu subha sham kar ja
Kuch naik kam kar ja
Duniya me naam kar ja
Marne ke bad ka bhi
Kuch intzam kar ja.
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi