Gore gore gore gore
Lambe lambe gore lambe chacha ji ne
Pehna kurta lal han pehna kurta lal
Ho gaya surkh gulabi chehra
Badal gai hain chal dekho badal gai
Hai chal ye hain kurte ka kamal
Chacha kurte ka kamal
Kurte ka kya hai kurta fat
Jayega kurte ka kya hai kurta fat
Jayega kurte ka kya hai kurta fat
Jayega paise ka kya hai paisa bat
Jayega han han bat jayega
Kabhi ghate na kabhi mite na
Kabhi ghate na kabhi mite na
Vo hai sucha pyar kismat walo
Ko milta hai aisa ghar parivar
Kismat walo ko milta hai aisa
Ghar parivar
Bhiya humre bhole
Shankar parvati
Jaisi bhabhi
Parvati jaisi bhabhi
Pyar hi pyar hai
Inke mann mein na chal
Kapat zara bhi na
Chal kapat zara bhi
Hum kyu mandir
Jaye kyu puja path karaye
Hum to bhiya
Bhabhi ke charno par phool
Chadhaye kaha
Milegai aisi mamta
Kaha milegai aisi
Mamta aisa pyar
Dular pyare
Pyare devar humare
Pyare pyare devar humare
Banainge ekdin humare sahare
Bade bhag se humko mila hain
Bade bhag se humko mila hain
Devar ka ye pyar
Kismat walo ko milta hain aisa
Ghar parivar
Kismat walo ko milta hain aisa
Ghar parivar
Hume hai pani
Jan se pyari pyar
Ki ye phoolwari
Pyar ki ye phoolwari
Har bipda se
Sada ramji raksha kare
Humari raksha
Kare humari is jiwan ke
Sukh dukh sare
Hum to sath sahenge
Han hum to sath
Sahenge kabhi kahe hum
Dur na honge mil
Ke saath rahenge
Han mil ke sath rahenge
Sapno se bhi
Sundar hoga sapno se bhi
Sundar hoga
Apna ghar sansar
Kismat walo ko milta hain aisa
Ghar parivar
Kismat walo ko milta hain aisa
Ghar parivar
Jai jai ram
Sita ram sita ram
Jai jai ram
Jai jai ram
Sita ram sita ram
Jai jai ram
Jai jai ram
Sita ram sita ram
Jai jai ram
Jai jai ram
Sita ram sita ram
Jai jai ram
Jai jai ram
Sita ram sita ram
Jai jai ram
Jai jai ram
Sita ram sita ram
Jai jai ram.
Sadhana Sargam
Alka Yagnik
Nitin Mukesh Chand Mathur
Alka Yagnik, Kumar Sanu, Satyanarayan Mishra
Kumar Sanu