Laal Chhadi Maidan Khadi - Janwar lyrics | Janwar - Laal Chhadi Maidan Khadi lyrics

Laal Chhadi Maidan Khadi is a hindi song from the 1965 movie Janwar. Laal Chhadi Maidan Khadi singer is Mohammed Rafi. Laal Chhadi Maidan Khadi composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Laal Chhadi Maidan Khadi lyricist or song writer is Shailendra (Shankardas Kesarilal). Laal Chhadi Maidan Khadi music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Laal Chhadi Maidan Khadi features Shammi Kapoor, Rajshree. Laal Chhadi Maidan Khadi director is and the producer is . The audio of Laal Chhadi Maidan Khadi song was released on 1st January, 1965 by Saregama. Laal Chhadi Maidan Khadi YouTube video song can be watched above.


Laal chhadi maidaan khadi
kya khub ladi kya khub ladi
Ham dil se gaye ham jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi
Laal chhadi maidaan khadi
kya khub ladi kya khub ladi
Ham dil se gaye ham jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi
Laal chhadi maidaan khadi


wo tikhe tikhe do nainaa us
shok se aankh milana tha
Dede ke qayamat ko daavat
ek aafat se takrana tha
wo tikhe tikhe do nainaa us
shok se aankh milana tha
Dede ke qayamat ko daavat
ek aafat se takrana tha
Mat puchho ham par kya guzari
Bijali si giri aur dil pe padi
Ham dil se gaye
Ham dil se gaye ham jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi
Laal chhadi maidaan khadi


Ham ko bhi naa jaane kya sujhi
Jaa pahuche us ki toli me
Har baat me us ki tha wo asar
Jo nahi baduk ki goli me
Ham ko bhi naa jaane kya sujhi
Jaa pahuche us ki toli me
Har baat me us ki tha wo asar
Jo nahi baduk ki goli me
Ab kya kijeab kya hogaa
Har ek ghadi mushkil ki ghadi
Ham dil se gaye haay
Ham dil se gaye ham jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi
Laal chhadi maidaan khadi


Tan tanakar zaalim ne apna
har tir nishaane par mara
Hai shukr ki ab tak zidaa hun
Mai dil kaa ghaayal bechaaraa
Tan tanakar zaalim ne apna
har tir nishaane par mara
Hai shukr ki ab tak zidaa hun
Mai dil kaa ghaayal bechaaraa
Use dekhake laal dupatte me
Maine naam diya hai laal chhadi
Ham dil se gaye haay
Ham dil se gaye ham jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi
Laal chhadi maidaan khadi.



Movie/album: Janwar
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Shammi Kapoor, Rajshree
Release on: 1st January, 1965
1. Who is the music director of the song Laal Chhadi Maidan Khadi
Ans: Laal Chhadi Maidan Khadi song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Laal Chhadi Maidan Khadi
Ans: Laal Chhadi Maidan Khadi song singer is Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Laal Chhadi Maidan Khadi
Ans: Laal Chhadi Maidan Khadi song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Laal Chhadi Maidan Khadi
Ans: Laal Chhadi Maidan Khadi song lyricist is Shailendra (Shankardas Kesarilal)
5. What is the movie of the song Laal Chhadi Maidan Khadi
Ans: Laal Chhadi Maidan Khadi song is from Janwar
6. Who wrote the song Laal Chhadi Maidan Khadi
Ans: Laal Chhadi Maidan Khadi song is written by Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Find other songs in - Janwar

1
Raat Yun Dil Mein Teri

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

2
Mere Sang Ga

Suman Kalyanpur

3
Ankhon Ankhon Me

Asha Bhosle, Lata Mangeshkar

4
Dekho Ab To Kisi Ko Nahi Hai Khabar

Asha Bhosle, Mohammed Rafi, S.Balbir, Shiv Dayal Batish

5
6
Tumse Achchha Kaun Hai

Mohammed Rafi