Bahut dino se muft ki khai
Bahut kiya aaram
Utho bachu utho ab
To karna padega kam
Suna nahi tumne
Aaram hai haram
Lato ke bhut bato
Se nahi mante
Lato ke bhut bato
Se nahi mante
Lato ke bhut bato
Se nahi mante
Ye hai lutere boli
Pyar ki nahi jante
Lato ke bhut bato
Se nahi mante
Lato ke bhut bato
Se nahi mante
Are kam ke na kaz ke
Petu anaj ke
Tum jaise muftkhor
Dushman samaj ke
Are kam ke na kaz ke
Petu anaj ke
Tum jaise muftkhor
Dushman samaj ke
Mere pas ab tumhari
Maut ka paygam hai
Samjh lo aaj bachu
Sabki bala ram hai
Mai janti hu tum
Mujhko nahi jante
Lato ke bhut bato
Se nahi mante
Lato ke bhut bato
Se nahi mante
Luti hai lutai hai
Khoi hai udai ha
Jaise ye tumhare
Kisi dada ki kamai hai
Luti hai lutai hai
Khoi hai udai ha
Jaise ye tumhare kisi
Dada ki kamai hai
Ab to pai pai ka hisab
Mai chukaungi
Sari umar yad rahe
Path wo mai padhaungi
Aise rah lagaungi
Ke khak firo chante
Lato ke bhut bato
Se nahi mante
Lato ke bhut bato
Se nahi mante.
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)