Hansi Meri Le Lo - Raakhi Aur Rifle lyrics | Raakhi Aur Rifle - Hansi Meri Le Lo lyrics

Hansi Meri Le Lo is a hindi song from the 1976 movie Raakhi Aur Rifle. Hansi Meri Le Lo singer is Aziz Nazan. Hansi Meri Le Lo composer is Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta and Hansi Meri Le Lo lyricist or song writer is Madan Bharati. Hansi Meri Le Lo music director is Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta. Hansi Meri Le Lo features Dara Singh, Alka, Raman Khanna, Radhawa, B M Vyas, Keshto Mukherjee, Asit Sen, Helen. Hansi Meri Le Lo director is and the producer is . The audio of Hansi Meri Le Lo song was released on null by Saregama. Hansi Meri Le Lo YouTube video song can be watched above.


Hansi meri le lo khushi meri le lo
Jarurat ho to zindagi meri le lo
Le lo le lo
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do
Mai thahara musafir
Hu raftar de do
Mai thahara musafir
Hu raftar de do
Hansi meri le lo
Khushi meri le lo
Jarurat ho to
Zindagi meri le lo
Le lo le lo
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do


Rulaya mukkadar ne
Tum bhi rula lo
Jaha ne sataya hai
Tum bhi sata lo
Aha ne sataya hai
Tum bhi sata lo
Hai kaidi tumhare
Hume katal kar do
Hai kaidi tumhare
Hume katal kar do
Magar berukhi ka
Ye parda hata lo
Magar berukhi ka
Ye parda hata lo
Sahara hume
Sahara hume apna ek bar de do
De do de do
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do
Hansi meri le lo
Khushi meri le lo
Jarurat ho to
Zindagi meri le lo
Le lo le lo
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do


Nazar mangta hu
Nazar mangta hu
Na tumpe tumhari
Mahar mangta hu
Na tumpe tumhari
Mahar mangta hu
Mai kya mangta hu
Ye mujhse na puchho
Mai kya mangta hu
Ye mujhse na puchho
Mohabbat bhari ek
Nazar mangta hu
Mohabbat bhari ek
Nazar mangta hu
Hume apni
Hume apni ulfat ka didar de do
De do de do
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do
Hansi meri le lo khushi meri le lo
Jarurat ho to zindagi meri le lo
Le lo le lo
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do


Hum sharafat pe
Jaan dete hai
Hum sharafat pe
Jaan dete hai
Achhi aadat pe
Jaan dete hai
Achhi aadat pe
Jaan dete hai
Tir talwar tamancho
Se hume kya lena
Hum to chahat pe
Jaan dete hai
Hum to chahat pe
Jaan dete hai
Pyar karna
Pyar karna sikha
Denge kisi din
Pyar karna sikha
Denge kisi din
Tumhe apna bana
Lenge kisi din
Tumhe apna bana
Lenge kisi din
Humse daman
Bacha ke lakh chalo
Aag dil me laga
Denge kisi din
Aag dil me laga
Denge kisi din
Aag dil me laga
Denge kisi din
Aag dil me laga
Denge kisi din


Pyar karna
Hamari aadat hai
Pyar karna
Hamari aadat hai
Aah bharna
Hamari fitrat hai
Aah bharna
Hamari fitrat hai
Ho sake to
Hajur sun lije
Ho sake to
Hajur sun lije
Rasam mohabbat
Apni daulat hai
Rasam mohabbat
Apni daulat hai
Mujhe mera
Mujhe mera haq
Mere sarkar de do
De do de do
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do
Hansi meri le lo
Khushi meri le lo
Jarurat ho to
Zindagi meri le lo
Le lo le lo
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do
Mujhe pyar ka haq
Mere yaar de do.



Movie/album: Raakhi Aur Rifle
Singers: Aziz Nazan
Song Lyricists: Madan Bharati
Music Composer: Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta
Music Director: Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta
Music Label: Saregama
Starring: Dara Singh, Alka, Raman Khanna, Radhawa, B M Vyas, Keshto Mukherjee, Asit Sen, Helen
Release on: null
1. Who is the music director of the song Hansi Meri Le Lo
Ans: Hansi Meri Le Lo song music director is Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta
2. Who is/are the singer/singers of the song Hansi Meri Le Lo
Ans: Hansi Meri Le Lo song singer is Aziz Nazan
3. Who is the Composer of the song Hansi Meri Le Lo
Ans: Hansi Meri Le Lo song composer is Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta
4. Who is the Lyricist of the song Hansi Meri Le Lo
Ans: Hansi Meri Le Lo song lyricist is Madan Bharati
5. What is the movie of the song Hansi Meri Le Lo
Ans: Hansi Meri Le Lo song is from Raakhi Aur Rifle
6. Who wrote the song Hansi Meri Le Lo
Ans: Hansi Meri Le Lo song is written by Madan Bharati

Find other songs in - Raakhi Aur Rifle

1
2
Tum Pyare Ho Balam

Asha Bhosle

3
Kabhi Kabhi Saiyya

Asha Bhosle

4
Ek Musibat Khadi Ho Gayi

Usha Mangeshkar