Ladki kahe ki bani
Ladki kahe ki bani
Bolo kahe ki bani ladki kahe ki bani
Phulo ki baharo ki makhan ki sakkar ki
Juth bilkul juth
Na phulo ki bani na sakkar ki bani
Ladki pathar ki bani
Ladki pathar ki bani
Ladki pathar ki bani
Ladka kahe ka bana
Ladka kahe ka bana
Bolo kahe ka bana ladka kahe ka bana
Irado ka folado ka himmat ka baroshe ka
Bandal bilkul bandal
Na himmat ka bana na bharoshe ka bana
Ladka dhokhe ka bana
Ladka dhokhe ka bana
Ladka dhokhe ka bana
Wo kaise jara batao to
Ruswai karta hai hatha pai karta hai
Hota hai harjai bewafai karta hai
Bewafai karta hai
Pahle pyara jata ta wafa ke geet gata hai
Ladki ko jab pa leta hai
Tab bhul jata hai
Ha ha bhul jata hai
Ha ha bhul jata hai
Ek jaga na thahre hawa ke jhoke ka bana
Ladka dhokhe ka bana
Ladka dhokhe ka bana
Ye to aap apni tarif karti ho soniye
Aisi to ladki hoti hai soniyo
Kis tarah is tarah
Dil tod deti hai mukh mod leti hai
Kuch dur sath chalti hai fir chhod deti hai
Ha fir chhod deti hai
Ha fir chhod deti hai
Jab chahe thukrade manjil se bhatkade
Agara daulat wala mile to dilwale ko latkade
Dilwale ko latkade
Dilwale ko latkade
Aa hose na pighlade sangmar mar ki bani
Ladki pathar ki bani
Ladki pathar ki bani
Fir kyu aahe bharte ho
Fir kyu hampe marte ho
Bhagwan ko bhul ke
Fir kyu hamko pooja karte ho
Hamari pooja karte ho
Hamari pooja karte ho
Batlate hai abhi batlate hai
Dil kuchh aisa fisla hai
Girke fir nahi sambhala hai
Aurat ke karan baba adam
Jannat se nikla hai
Fir bhi tumpe marta hai
Tumhara hi dam bharta hai
Khuda ka kaha tal ke
Tumhara kaha wao akrta hai
Tumhara kaha wao akrta hai
Tumhara kaha wao akrta hai
Kis muh se kahti ho ladke dhokhe ka bana
Ye to himmat ka bana
Ye to himmat ka bana
Ye bharoshe ka bana
Ye to folado ka bana
Ye to irado ka bana
Ye to folado ka bana
Ye to irado ka bana.
Kishore Kumar
Mohammed Rafi
K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas), Kanchan
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)