Neend udegi teri chain udega
Neend udegi teri chain udega
Dil ko lagake tujhe kuch na milega
Kuch na milega kuch na milega
Yu dil lagane se pehle daro na
Ji husn walo pe tohmat bharo na
Yeh husn jispe mehaban hoga
Allah kasam uspe kurban hoga
Allah kasam uspe kurban hoga
Pyar ki rut mein jo pyar na karega
Pyar ki rut mein jo pyar na karega
Wo kya jiyega use kuch na milega
Dil ko lagake tujhe kuch na milega
Pehle to husn ke nazare lut lenge
Phir de de de ke sahare lut lenge
Pehle to husn ke nazare lut lenge
Phir de de de ke sahare lut lenge
Lutne ki lazzat lute wahi jaane
Lutne ki lazzat lute wahi jaane
Anjaam soche na aashiq deewane
Anjaam soche na aashiq deewane
Mit ke haseeno pe kuch to jiyega
Mit ke haseeno pe kuch to jiyega
Yuhi jiya to tujhe kuch na milega
Yuhi jiya to tujhe kuch na milega
Mithi mithi baato mein tu jo fasega
Mithi mithi baato mein tu jo fasega
Dil ko lagake tujhe kuch na milega
Kuch na milega kuch na milega
Mana sawan baras bhi jaaye
Lekin sare baras tarsaye
Mana sawan baras bhi jaaye
Lekin sare baras tarsaye
Hatho mein teri jo hum hath denge
Hatho mein teri jo hum hath denge
Wada raha umar bhar sath denge
Yeh wada raha umar bhar sath denge
Sath milega par gham bhi milega
Sath milega par gham bhi milega
Sukh pal bhar ka hume bada dukh dega
Tera koi dukh ab tera na rahega
Mujhko pata hai yeh dil lut ke rahega
Dil na diya to tujhe kuch na milega.
Kishore Kumar
Kishore Kumar