Laga ke hatho mein
Mehandi halal kar dala
Banake mast mujhe
Haye paymal kar dala
Kisi ne mujhko mere
Ghar mein aake lut liya
Kisi ne mujhko mere
Ghar mein aake lut liya
Lut liya lut liya lut liya
Kisi garib to ghar mein
Bulake lut liya
Kisi garib to ghar mein
Bulake lut liya
Lut liya lut liya lut liya
Kisi garib to ghar mein
Bulake lut liya
Koi umid na hasarat na
Kuch tamanna thi
Andhera chhaya tha
Sun saan dil ki duniya thi
Charag si tum ne jalake lut liya
Charag si tum ne jalake lut liya
Lut liya lut liya lut liya
Kisi ne mujhko mere
Ghar mein aake lut liya
Kisi ne mujhko mere
Ghar mein aake lut liya
Hawaso hosh na rehte
Yeh majra hota
Jo shakal dekh hi lete n
A jaane kya hota
Sada huzur ne apani
Sunake lut liya
Sada huzur ne apani
Sunake lut liya
Lut liya lut liya lut liya
Kisi garib to ghar mein
Bulake lut liya
Kisi garib to ghar mein
Bulake lut liya
O zamane bhar se main
Keh dungi tumane chori ki
Aur aisi chori ki sinaajori bhi
Ki sone wale ko tune
Jaga ke lut liya
Ki sone wale ko tune
Jaga ke lut liya
Lut liya lut liya lut liya
Kisi ne mujhko mere
Ghar mein aake lut liya
Kisi ne mujhko mere
Ghar mein aake lut liya.
Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Kishore Kumar, Mangal Mishra
Ustad Ghulam Ali
Ustad Ghulam Ali
Ustad Ghulam Ali
Ustad Ghulam Ali
Ustad Ghulam Ali
Ustad Ghulam Ali
Ustad Ghulam Ali