Lahoo ka rang ek hain
Lahoo ka rang ek hain
Lahoo ka rang ek hain
Lahoo ka rang ek hain
Lahoo ka rang ek hain
Duniya ke har inan ka
Wafa ka dhang ek hai
Dharm aur iman ka
Dard bada hi hota hain
Dard bada hi hota hain
Jab kisi ka bahe lahu
Wo chahe tera lahoo
Mera lahoo mera lahoo
Tera lahu mera lahu
Agar khuda ye sochta
Iman ke sar mein taj ho
To kaun usko rokata
Agar bithana chahta
Dharam ka jag mein raaz ho
To kaun usko tokta
Dilo mein fut dalna
To kam hai beimanka
Lahu ka rang ek hain
Duniya ke har insan ka
Dard bada hi hota hain
Dard bada hi hota hain
Jab kisi ka bahe lahu
Wo chahe tera lahoo
Mera lahoo mera lahoo
Tera lahu mera lahu
Pyar ki purwaiya chale to
Gunje kab pata
Hindu ya musalman ka
Karam ki dhup jab khile to
Puche kab pata
Arab ya hindustan ka
Dilo mein fut dalna
To kam hain nadan ka
Lahu ka rang ek hai
Duniya ke har inan ka
Dard bada hi hota hain
Dard bada hi hota hain
Jab kisi ka bahe lahu
Wo chahe tera lahoo
Mera lahoo mera lahoo
Tera lahoo mera lahoo
Tera lahoo mera lahoo.
Alka Yagnik
Alka Yagnik, Shabbir Kumar
Shailendra Singh
Mohammed Aziz