Mat puchho jo khushi ke
Maare aaj hai apna haal
Aankhon mein chhaayi hai
Masti behek rahi hai chaal
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake
Aaj duniya hai hamaari
Aaj duniya hai hamaari
Chalenge tan ke
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake
Pyaar ke dekho kaise kaise
Rang aaye hai sehare mein
Hamne apane armaano ke
Phul sajaaye sehare mein
Pyaar ke dekho kaise
Kaise rang aaye hai sehare mein
Hamne apane armaano
Ke phul sajaaye sehare mein
Dil ke gulshan se
Dil ke gulshan se laaye
Hai jo chun chunake
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake
Waha talak khushiya hi
Khushiya najar jaha tak jaati hai
Khush kismat logo ko
Kismat aisa din dikhlaati hai
Waha talak khushiya hi
Khushiya najar jaha tak jaati hai
Khush kismat logo ko
Kismat aisa din dikhlaati hai
Isi din ko
Isi din ko gujaare din gin ginake
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake
Khushi mein dhadkan
Tej ho gayi tej karo lay baaje ki
Apani manjil tak aa
Pahunchi ghodi dulhe raaje ki
Khushi mein dhadkan
Tej ho gayi tej karo lay baaje ki
Apani manjil tak aa
Pahunchi ghodi dulhe raaje ki
Ho dil jhume hoy
Ho dil jhume hoy shehnaayi
Ki sadaayein sunake
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake
Aaj duniya hai hamaari
Aaj duniya hai hamaari
Chalenge tan ke
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake
Ke lo hum aaye dulha
Bhaiya ke baaraati banake.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle