Badnaam Ho Gaya Dil - Aan Baan lyrics | Aan Baan - Badnaam Ho Gaya Dil lyrics

Badnaam Ho Gaya Dil is a hindi song from the 1972 movie Aan Baan. Badnaam Ho Gaya Dil singer is Asha Bhosle. Badnaam Ho Gaya Dil composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Badnaam Ho Gaya Dil lyricist or song writer is Hasrat Jaipuri. Badnaam Ho Gaya Dil music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Badnaam Ho Gaya Dil features Rajendra Kumar, Rakhee, Pran, Jagdeep, Kum Kum, Som Dutt. Badnaam Ho Gaya Dil director is and the producer is . The audio of Badnaam Ho Gaya Dil song was released on 6th July, 1972 by Saregama. Badnaam Ho Gaya Dil YouTube video song can be watched above.


Aap bahot der se
Aaye raaja bahaddur abb
Main dukaan band kar chuki hu
Hum kisi dukaan par
Nahi aaye dulhaari
Tumhaare ghar aaye hai
Humein baithane ke
Liye nahi puchhogi ji
Aayiye tashrif rakhiye
Tum bhi baitho hamaare paas
Jis dulhaari ko aap bula rahe hai
Woh toh kab ki mar
Chuki hai raaja bahaadur
Aur jo aapke saamane
Hai woh toh ik chita hai
Jo abb tak jal rahi hai sulag
Rahi hai kehate hai chita ko
Chhedana paap hota hai
Khair aap yeh bataaiye kya sunenge
Aaj tum jo sunaaogi hum sunenge
Toh phir aap biti suniye
Meri kahaani meri jabaani
Badnaam ho gaya dil ha ha ha ha
Badnaam ho gaya
Dil bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil
Bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil


Humse waha jo karte
Hum kyun yaha pe aate
Humse waha jo karte
Hum kyun yaha pe aate
Hum bhich phul ghar ke
Ghar mein hi muskuraate
Paayi hai kaisi manjil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil
Bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil


Hasti mitaayi hamne
Lekin na aap maane
Hasti mitaayi hamne
Lekin na aap maane
Aurat ka pyaar kya hai
Sarkaar yeh na jaane
Saara badan bismil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil
Bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil


Has haske jal rahe hai
Hum apni chaandani mein
Has haske jal rahe hai
Hum apni chaandani mein
Humne sukun na paaya
Do din ki jindagi mein
Barbaadiya hai shaamil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil
Bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil.



Movie/album: Aan Baan
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Rajendra Kumar, Rakhee, Pran, Jagdeep, Kum Kum, Som Dutt
Release on: 6th July, 1972
1. Who is the music director of the song Badnaam Ho Gaya Dil
Ans: Badnaam Ho Gaya Dil song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Badnaam Ho Gaya Dil
Ans: Badnaam Ho Gaya Dil song singer is Asha Bhosle
3. Who is the Composer of the song Badnaam Ho Gaya Dil
Ans: Badnaam Ho Gaya Dil song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Badnaam Ho Gaya Dil
Ans: Badnaam Ho Gaya Dil song lyricist is Hasrat Jaipuri
5. What is the movie of the song Badnaam Ho Gaya Dil
Ans: Badnaam Ho Gaya Dil song is from Aan Baan
6. Who wrote the song Badnaam Ho Gaya Dil
Ans: Badnaam Ho Gaya Dil song is written by Hasrat Jaipuri

Find other songs in - Aan Baan

1
O Aasman Wale

Lata Mangeshkar

2
3
Upar Dekho Ya Neeche

Mohammed Rafi

4
Khati Hoon Kasam

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

5
Naam Nahin Koi

Mohammed Rafi

6
Lo Hum Aaye Dulha

Mohammed Rafi

7
Jab Tum Ho Mere Humsafar

Mohammed Rafi