Lori Suna Suna Ke - Purnima lyrics | Purnima - Lori Suna Suna Ke lyrics

Lori Suna Suna Ke is a hindi song from the 1965 movie Purnima. Lori Suna Suna Ke singer is Mehmood Ali. Lori Suna Suna Ke composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah and Lori Suna Suna Ke lyricist or song writer is Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta). Lori Suna Suna Ke music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Lori Suna Suna Ke features Dharmendra, Meena Kumari, Babloo, Anita Guha, Mehmood, Durga Khote, Nasir Husain. Lori Suna Suna Ke director is and the producer is . The audio of Lori Suna Suna Ke song was released on 31st December, 1965 by Saregama. Lori Suna Suna Ke YouTube video song can be watched above.


Lori lori lori
Are lori suna suna ke sulati hai nariya
Ye mard bhi kar sakte hai ab hoga imtiha
Imtiha imtiha


Muskura ladle muskura
Muskura ladle muskura
Koi bhi phul aisa na khubsurat
Ke jitna ye tera mukhda
Muskura ladle muskura
Muskura ladle muskura


Dole re dole dole re dole
Dekho rona hai bura
Rag hai ye besura
Kam nari ka rona kamchori ka rona
Mera pyara kyu roye nayantara kyu roye
Or bhi bache hai wo kitne ache ai
Jo sada haste rahe aasu na jinke bahe
Unse sab pyar kare
Unse sab pyar kare
Hoye unse sab pyar kare
Mai hasane ko tujhe dekh kya gana bana
Ha sunane ko tujhe dekh kya gana bana
Kabhi lachkau kamar kabhi matkau najar
Hai meri patli kamar hai meri tirchi najar
Haye haye meri kamar dekh le meri kamar
Kaise hile meri kamar haye haye meri kamar
Dekh sarmana mera dekh balkhana mera
Kisi ne tere siwa mujhe agar dekh liya
Hai isi bat ka dar mujhpe rakh lega najar
Mujhpe rakh lega najar
Mujhpe rakh lega najar
Mujhpe rakh lega najar
Hoye mujhpe rakh lega najar
Eye mere munne kisi ki khata ki
Mujhko na de tu sata
Koi bhi phul aisa na khubsurat
Ke jitna ye tera mukhda
Muskura ladle muskura
Muskura ladle muskura


Tujhko mummy ki kasam tujhko daddy ki kasam
Rona ab chod de tu kam ye chod de tu
Haske khaye jo chane uski to sehat bane
Roke badam khaye dubla ho ta jaye
Aayi bulbul ki sada rone wala hai gadha
Rone wala hai gadha
Rone wala hai gadha
Rone wala hai gadha
Hoja chupchap na ro ne ro mere bap na ro
Dekh ab shor na kar mujhko tu bor na kar
Tu mera ladla mujhko gussa na dila
Tujhse fariyad karu le tere paw padu
Kahna mera man le tu
Ye bhi ab jan le tu
Ye bhi ab jan le tu
Jan le tu jan le tu
Ab bhi agar tu chup na hua to
Tod dunga dhobda tera
Koi bhi phul aisa na khubsurat
Ke jitna ye tera mukhda
Muskura ladle muskura
Muskura ladle muskura.



Movie/album: Purnima
Singers: Mehmood Ali
Song Lyricists: Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label: Saregama
Starring: Dharmendra, Meena Kumari, Babloo, Anita Guha, Mehmood, Durga Khote, Nasir Husain
Release on: 31st December, 1965
1. Who is the music director of the song Lori Suna Suna Ke
Ans: Lori Suna Suna Ke song music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
2. Who is/are the singer/singers of the song Lori Suna Suna Ke
Ans: Lori Suna Suna Ke song singer is Mehmood Ali
3. Who is the Composer of the song Lori Suna Suna Ke
Ans: Lori Suna Suna Ke song composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
4. Who is the Lyricist of the song Lori Suna Suna Ke
Ans: Lori Suna Suna Ke song lyricist is Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
5. What is the movie of the song Lori Suna Suna Ke
Ans: Lori Suna Suna Ke song is from Purnima
6. Who wrote the song Lori Suna Suna Ke
Ans: Lori Suna Suna Ke song is written by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)

Find other songs in - Purnima

1
Tumhe Zindagi Ke Ujale Mubarak

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

2
Kanha Ne Murli Bajai

Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur

3
Phoophaji Zara Sach Sach Kaho

Kamal Barot, Krishna Kalle, Mehmood Ali

4
Is Desh Ke Rehane Walo

Lata Mangeshkar

5
Kaanto Bhare Jahan Me

Mohammed Rafi

6
Hamasafar

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

7
Gori Nain Tumhare Kya Kehne

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)