Ramta jogi behta paani
Maaji keh kahaani
Maa ka naam sadaa rehta hain
Baaki sab kuchh paani
Maa hi mandir maa hi pooja
Maa hi mandir maa hi pooja
Maa se badh ke koi na dujha
Maa hi mandir maa hi pooja
Maa hi mandir
Maa ke punya se jagat bana hain
Ishwat ko to maane jana hain
Maa mamta ka ek kalash hain
Jeevan jyot hai amrit ras hain
Kya ambar aur kya ye dharti
Maaki tulna ho nahi sakti
Yug aate hai yug jaate hain
Maa ki gaatha dohrate hain
Maa ki gaatha dohrate hain
Bade bade gyaani kehte hai
Maa ka rutba sabse uncha
Maa hi mandir maa hi pooja
Maa se badh ke koi na dujha
Maa hi mandir
Mitti ho gayi maa ki kaaya
Bhtak raha hain phir bhi saaya
Kadi dhoop mein soch rahi hain
Laal pe apne kar doon chhaya
Shool bani hain maa ki vivashta
Vyaakul hain suje na rasta
Shool bani hain maa ki vivashta
Vyaakul hain suje na rasta
Vyaakul hain suje na rasta
Saral bahut hai nkehna sunna
Kathin bada hain maa banna
Maahi mandir maa hi pooja
Maa se badh ke koi na dujha
Maa hi mandir
Janam janam ki maa dukhiyaari
Karke har koshish yeh haari
Mahima bhari ulaj gayi hain
Bachchey ka sukh dhundh rahi hain
Bhookh se munna tadap raha hain
Mann ka dheeraj tut gaya hain
Aanchal mein hain dudh ki nadiya
Aur aankhon mein neer bhara hain
Aur aankhon mein neer bhara hain
Sab ko sahara dene waali
Kaun bane ab tera sahara
Kaun bane ab tera sahara
Kaun bane ab tera sahara..
Afzal Hussain, Asha Bhosle
Arun Kumar, Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Kishore Kumar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Kumar Sanu
Sushma Shrestha (Poornima)