Mehboob mere mehboob
Ghazab ki garmi hain
Teri saanson mein
Mehboob mere mehboob
Ghazab ki garmi hain
Teri saanson mein
Main peegal gaya
Hoon yaar mere
Main peegal gayi
Hoon yaar mere
Aa kar teri baahon mein
Mehboob mere mehboob
Ghazab ki garmi hain
Teri saanson mein
Mehboob mere mehboob
Ghazab ki garmi hain
Teri saanson mein
Dildaar mohabbat se
Teri kaayam meri hasti hain
Ek ghunt mein pee jaaun
Saari in hotho mein
Woh masti hain
Dil doob gaya hain in
Teri labrez chhalakti aankhon mein
Mehboob mere mehboob
Ghazab ki garmi hain
Teri saanson mein
Din raat tasvoor se
Tere is dil ko main behlaati hoon
Tu saamne jab aa jaata hain
Na jaane kyunsharmaati hoon
Yeh sharmo haya ki zid kaisi
Tu lele mujhe panaho mein
Mehboob mere mehboob
Ghazab ki garmi hain
Teri saanson mein
Yeh jism sulagta hain
Aise jaise koi aag dehkti hain
Yeh aag sard hogi kis din
Har waqt yeh uljhan rehti hain
Chal ho jaaye shamil dono
Kudrat ke paak gunaaho mein
Chal ho jaaye shamil dono
Kudrat ke paak gunaaho mein
Hum peegal gaye hain yaar mere
Hum peegal gaye hain yaar mere
Ek dujhe ki in baahon mein.
Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva
Suresh Wadkar
Lata Mangeshkar
Aziz Nazan
Anuradha Paudwal
Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva
Anuradha Paudwal
Anuradha Paudwal
Lata Mangeshkar