Maan jaiye maan jaiye
Baat mere dil ki jan jaiye
Maan jaiye maan jaiye
Baat mere dil ki jan jaiye
Haye sharam se jhuki aankh ki
Ruki saans ki kya hai
Marji pahchan jaiye
Maan jaiye maan jaiye maan jaiye
Baat mere dil ki jan jaiye
Maan jaiye maan jaiye
Baat mere dil ki jan jaiye
Dilon ki mulakat ka
Jawan raat ka kya hai matlab
Pahchan jaiye
Maan jaiye maan jaiye
Baat mere dil ki jan jaiye
Pyar mein ye din raat
Bade rangin hone wale hai
Pyar mein ye din raat
Bade rangin hone wale hai
Ek the hum phir do hue
Ab teen hone wale hai
Na giniye aage bas balam
Hamari kasam aap hai
Bade hi anjaan jaiye
Maan jaiye maan jaiye
Baat mere dil ki jan jaiye
Inn baato se ek hasina
Ruth jayegi dekho
Inn baato se ek hasina
Ruth jayegi dekho
Chup ho jao neend
Hamari tut jayegi dekho
Yaha neend ka kaam
Kya liya naam kya
Aap hai bade hi nadan jaiye
Maan jaiye maan jaiye
Baat mere dil ki jan jaiye
Wo harjaai jo chhede
Takrar aise mausam mein
Wo harjaai jo chhede
Takrar aise mausam mein
Paas to aake tum dekho
Ik baar aise mausam mein
Magar aapka kya
Yakin nahi ji nahi
Aap hai bade hi beiman jaiye
Maan jaiye maan jaiye
Baat mere dil ki jan jaiye
Maan jaiye maan jaiye
Baat mere dil ki jan jaiye
Maan jaiye maan jaiye.
Umra Zia
Shamshad Begum
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Abhijeet Bhattacharya, Suresh Wadkar
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Bali Brahmbhatt, Udit Narayan
Sushma Shrestha (Poornima)
Alka Yagnik, Kumar Sanu